"Tum gaye toh sab kuch tha, par kuch bhi nahi tha,meri mohabaat ko jab maine aakhri baar jate hue dekha
tab mujhe pata tha aaj is shaqs ko mai aakhri baar dekh rha hoon
toh maine usse pucha
ki kya tum janna chahti ho tumhare bina mai kaisa hoon ?
socho agar tumhare sapne ke aaina tumhare sapne mai tut jaye toh kya hoga
jaise shabd aadhure hai matra ke bina
jaisa kaksha adhuri hai chatra ke bina
tum btao ya na btao , hme sab pta hai ,kiske liye hai.naame ho ya nahi ho
tag ho ya nahi
shayari saari jasminee ke liye hai
aww thanksKoi baat nahi, apni ho ya kisi aur ki... shayari toh dil se honi chahiye! Bhejte raho, hum intezaar mein hain.![]()
yessKya khoobsurat dard likha hai tumne...
Aakhri mulaqaat ka dard sach mein lafzon se bayaan nahi hota,
Aur kuch rishte toot ke bhi andar kahin zinda reh jaate hain...
haaan dil ka sach haiYeh sirf shayari nahi... ek rooh ka rishta lagta hai har lafz se.
'Wo hum mein main hoon, wo hum mein tum' itna khoobsurat taur pe dil ka sach likha hai![]()
Yeh paani aur kambhal toh bhaut naseeb wale nikle… main hota toh kab ka fuse ho gaya hota!
thanksNice![]()
ohooooo dammm waah waaah swaad a gya"Tum gaye toh sab kuch tha, par kuch bhi nahi tha,
Dil tha, dhadkan thi, par zindagi nahi thi.
Sapne ab bhi aate hain, par rang nahi hote,
Muskaan hoti hai chehre par, par khushi nahi hoti.
Tum poochhti ho mere bina main kaisa hoon,
Sochti ho aaine mein sirf khud ko dekha hai,
Kabhi mere dil mein jhankti, toh sab kuch keh diya hota."
Lahron si bechain hai yeh dil ki dhadkan,
Kya tu hi hai mera sahara, ya phir yeh nadi ka kinara.....
aao kho jao hamesha ke liye jaise mai kho gya tumhare baahon mai jaanemaanTeri baaton mein kho jaaoon teri yaadon mein kho jaaoon Tere bina jeena mushkil hai ye dil maange bas teri baahon mein kho jaaoon....![]()
haan jaan awww kitnaa achaa likha sahi mai jasminee tumne is duniya kis ari mushkil saari toofan tumhare baahon mai tumhari awaaz se khatam ho jati haiTeri bahon mein hi milta hai mujhe sukoon,
Yeh duniya ke sare toofan yahan khatam ho jate hain....![]()
waaah meri jaan awwwwPyaar Mein Milna Zaruri Nahi
Pyaar Mein Izhaar Bhi Zaruri Nahi
Zaruri Sirf Ehsaas Hai Jo Zindagi Sawarde Unhe Pana Ya Na Pana Zaruri Nhi.....![]()
Udas Hoon Par Tujhse Naraz Nahi
Tere Dil Main Hoon Par Tere Pass Nahi
Waise To Sab Kuch Hain Mere Pass
Par Tere Jaisa Koi Khass Nahi....![]()
Aap bade Naseeb wale ho tension Na Leaww thanks
yess
haaan dil ka sach hai
mujhse bhi jyada naseeb wale hai
achaaaa toh mai tumhe mangta hu @jasminee meri saari khushi tum ho , tum na ho mai nahi hoonAapki Zindagi mein kabhi koi gam na ho Aapki Aankhe kabhi nam na ho
Aapko mile Zindagi ki har khushi
Bhalehi uss khushi mein hum na ho…...![]()
kyuki tum hi ho ab tum hi ho meri zindagi ab tum hi ho meri jaanMain phool hun meri khushbu tum ho
Main dil hoon meri dharkan tum ho
Main jaan hoon meri rooh tum ho
Main jism hoon meri zindagi tum ho
Main aks hoon meri haqiqat tum ho
Main saya hun meri surat tum ho
Main lab hoon meri baat tum ho
Main tab hu mukmal jab mere sath tum ho Kyuki tum hi ho ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho.....![]()
ssshhhhhh wo toh dedunga par tumhe apni bhi palo ki perchaiya , shaam ki tanhaiyan , dard ki wo gehraiyaan mujhe deni padegiTum Apni Palko Ki Perchaiya Mujhe Dedo Tum Apni Shaam Ki Tanhaiyan Mujhe Dedo Main Doob Jau Aapki Udas Aakhon Mein Apni Dard Ki Vo Gehraiyan Mujhe Dedo....![]()
Khushbu ki tarah meri har sans main
Pyar apna basane ka wada karo
Rang jitne tumhari mohabat ke hain
Mere dil me sajane ka wada karo…....![]()
uffffTere naam ko apne hontho pe sajaya hai maineTeri ruh ko apne dil mein basaya hain maine Duniya tumhe dhundte dhundte ho jayegi pagal Dil ke aise kone mein chhupaya hain maine.....![]()
thanks broNice
haan bhaiAap bade Naseeb wale ho tension Na Le