• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

shayari's by Sam

meri mohabaat ko jab maine aakhri baar jate hue dekha
tab mujhe pata tha aaj is shaqs ko mai aakhri baar dekh rha hoon
toh maine usse pucha
ki kya tum janna chahti ho tumhare bina mai kaisa hoon ?
socho agar tumhare sapne ke aaina tumhare sapne mai tut jaye toh kya hoga
jaise shabd aadhure hai matra ke bina
jaisa kaksha adhuri hai chatra ke bina
 
meri mohabaat ko jab maine aakhri baar jate hue dekha
tab mujhe pata tha aaj is shaqs ko mai aakhri baar dekh rha hoon
toh maine usse pucha
ki kya tum janna chahti ho tumhare bina mai kaisa hoon ?
socho agar tumhare sapne ke aaina tumhare sapne mai tut jaye toh kya hoga
jaise shabd aadhure hai matra ke bina
jaisa kaksha adhuri hai chatra ke bina
Kya khoobsurat dard likha hai tumne...
Aakhri mulaqaat ka dard sach mein lafzon se bayaan nahi hota,
Aur kuch rishte toot ke bhi andar kahin zinda reh jaate hain...
 
maine jab jab kagaz pe hum likha hai
naam tumhara jyada apna kam likha hai
ki wo aakash mai badal
wo badal mai barish
wo baarish mai bunde ho
wo bunde mai paani ho
wo paani mai aansu ho
wo aansu mai namak ho
wo namak mai zakham ho
wo zakham mai hum ho
wo hum mai main hoon
wo hum mai tum
haan tum
tum bas sirf tum
 
maine jab jab kagaz pe hum likha hai
naam tumhara jyada apna kam likha hai
ki wo aakash mai badal
wo badal mai barish
wo baarish mai bunde ho
wo bunde mai paani ho
wo paani mai aansu ho
wo aansu mai namak ho
wo namak mai zakham ho
wo zakham mai hum ho
wo hum mai main hoon
wo hum mai tum
haan tum
tum bas sirf tum
Yeh sirf shayari nahi... ek rooh ka rishta lagta hai har lafz se.
'Wo hum mein main hoon, wo hum mein tum' itna khoobsurat taur pe dil ka sach likha hai ✨
 
koi itna pyaara kaise ho sakta hai
phir saare ka sara kaise ho sakta hai
tumse jab milke bhi udaasi kam nahi hoti
tumhare bin guzaara kaise ho sakta hai


uski achai ho
burai ho
sab gawara hai
wo hamara hain
ab ishq hai toh phir sochna kaisa
jo hamara hai wo hamara hai
baat yeh ki tum hamare ho
jo tumhara hai wo hamara hai
 
usko sajne sawarne ki zarurat nahi
uska kajal bhi khanjar jaisa kaam karta hai
sirf ek bindi lagati hai aur ek simple sa suit
aur ye hi meri saason ko tham leta hai
usse lagta hai mai isse tarah usse umbrbhar dekhta rakhunga umrbhar chahta rahunga
aur usse ye ekdum sahi lagta hai
 
Teri baaton mein kho jaaoon teri yaadon mein kho jaaoon Tere bina jeena mushkil hai ye dil maange bas teri baahon mein kho jaaoon....✨✨❤️❤️
 
Teri bahon mein hi milta hai mujhe sukoon,
Yeh duniya ke sare toofan yahan khatam ho jate hain....✨❤️
 
Pyaar Mein Milna Zaruri Nahi
Pyaar Mein Izhaar Bhi Zaruri Nahi
Zaruri Sirf Ehsaas Hai Jo Zindagi Sawarde Unhe Pana Ya Na Pana Zaruri Nhi.....✨❤️
 
Udas Hoon Par Tujhse Naraz Nahi
Tere Dil Main Hoon Par Tere Pass Nahi
Waise To Sab Kuch Hain Mere Pass
Par Tere Jaisa Koi Khass Nahi....✨❤️
 
Top