"Tum gaye toh sab kuch tha, par kuch bhi nahi tha,meri mohabaat ko jab maine aakhri baar jate hue dekha
tab mujhe pata tha aaj is shaqs ko mai aakhri baar dekh rha hoon
toh maine usse pucha
ki kya tum janna chahti ho tumhare bina mai kaisa hoon ?
socho agar tumhare sapne ke aaina tumhare sapne mai tut jaye toh kya hoga
jaise shabd aadhure hai matra ke bina
jaisa kaksha adhuri hai chatra ke bina
tum btao ya na btao , hme sab pta hai ,kiske liye hai.naame ho ya nahi ho
tag ho ya nahi
shayari saari jasminee ke liye hai