• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Kya likhu

Aap ki dill ki dhadkan he to, jaan likh do
aGar Nahi he to use ek mehamaan likh do
Jo man kahe wahi likhdo par likh to do

Utha ke kalam usko yahi ek pgaam likh do :Laugh1:
Likh to du paigaam wo padhe tab na
Maan ka haal bhi btaya sune tab na,
Tadpana hme lgta hai uski ada hai
Dil behaal hai aake sukoon de tan na.:sad1:
 
Likh to du paigaam wo padhe tab na
Maan ka haal bhi btaya sune tab na,
Tadpana hme lgta hai uski ada hai
Dil behaal hai aake sukoon de tan na.:sad1:
kash ham us sookun ki waja ban jaate
Uski mithi mithi baato me bandh jaate
Par apni bhi kuch rawani he ( dekhne ki )

Dekhi kitni adrisya uski kahani hain
 
kash ham us sookun ki waja ban jaate
Uski mithi mithi baato me bandh jaate
Par apni bhi kuch rawani he ( dekhne ki )

Dekhi kitni adrisya uski kahani hain
Sukoon tumse hai tumne bhi jana hai
Bandhi ho prem me tumne bhi mana hai,
Ek baat pe dekhne ka najriya na bdlo
Uski har baat aur tumse hi kahani hai..
 
Sukoon tumse hai tumne bhi jana hai
Bandhi ho prem me tumne bhi mana hai,
Ek baat pe dekhne ka najriya na bdlo
Uski har baat aur tumse hi kahani hai..
Ab baato ki jaal nafeko hame
Fas ke Khud ko ubaar rahe he
baar baar jo kar rahi thi galti
Usko ab sudhar rahe he
ab dubaara na ho aisi galti

Soch ke jindagi gujar rahe he
 
Ab baato ki jaal nafeko hame
Fas ke Khud ko ubaar rahe he
baar baar jo kar rahi thi galti
Usko ab sudhar rahe he

ab dubaara na ho aisi galti
Soch ke jindagi gujar rahe he
Shabdo ke jaal nhi nhi fekte
Na isme fasa rha hu
Jo bhi hai dil me bas
Wo haal bta rha hu...
Prem galti hai agar
To galti dono se hui hai
Jitni tumhari utni hi
Meri bhi to sajhedari hai...
Baaton se hi galti sudhregi
Bhagne se to ye aur bigdegi
Ishq galat hai to puri duniya galat hai
Ishq ke bina ye zindagi na gujregi... (Maan lo)
 
Last edited:
Shabdo ke jaal nhi nhi fekte
Na isme fasa rha hu
Jo bhi hai dil me bas
Wo haal bta rha hu...
Prem galti hai agar
To galti dono se hui hai
Jitni tumhari utni hi
Meri bhi to sajhedari hai...
Baaton se hi galti sudhregi
Bhagne se to ye aur bigdegi
Ishq galat hai to puri duniya galat hai
Ishq ke bina ye zindagi na gujregi...

Shabdo ke jaal nhi nhi fekte
Na isme fasa rha hu
Jo bhi hai dil me bas
Wo haal bta rha hu...
Prem galti hai agar
To galti dono se hui hai
Jitni tumhari utni hi
Meri bhi to sajhedari hai...
Baaton se hi galti sudhregi
Bhagne se to ye aur bigdegi
Ishq galat hai to puri duniya galat hai
Ishq ke bina ye zindagi na gujregi... (Maan lo)
nyc lines
 
Back
Top