• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Kabhi yu bhi

Kk234

Epic Legend
Senior's
Chat Pro User
Janta hoon milan ab na hoga kabhi,
Aur antim milan bhi adhoora raha.
Bhagya mein ungliyan thi tumhari nahin,
Umr bhar anchhua tan poora raha. ..
 
Kuch is tarah se sauda kiya waqt ne,
Tajurbe de kar woh meri masoomiyat le gaya,
Jinhe paane ki khwahish thi har janam mein,
Kismat ka khel unhe kisi aur ka kar gaya...❤️‍❤️‍
 
Back
Top