• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

इश्क़ — तुम्हें हर पल नया देखना

Satya

Epic Legend
Senior's
Chat Pro User
इश्क़ कोई ख़्वाब नहीं, जो आँखों में ठहर जाए,
न कोई तस्वीर, जो वक़्त के साथ धुँधली पड़ जाए।
तुम्हें चाहूँ तो ख़्वाहिशों का सिलसिला बनता है,
तुम्हें देखूँ तो हर ख़याल ख़ुद-ब-ख़ुद मिटता है।



मैं तुम्हें जानता हूँ, तुम्हारे बीते हुए कल से,
तुम्हारी हँसी, तुम्हारी बातें, तुम्हारे हर एक पल से।
मगर जो कुछ जान लिया, क्या वही तुम हो?
या मेरी यादों में बसी कोई पुरानी तस्वीर हो?


तुम हर पल बदलती हो, हर पल नई होती हो,
फिर क्यों मेरी सोच में किसी एक पल की क़ैदी हो?
न तुम्हें अपनी ख़्वाहिशों में ढालना है,
न तुम्हारी ख़ामोशी को कोई नाम देना है।


न पाने की कोई ज़िद, न खोने का कोई डर,
बस तुम्हारे होने को देखना है बेअसर।
क्योंकि इश्क़ कोई हक़ नहीं, जो जताया जाए,
न कोई रिश्ता है, जिसे शर्तों में निभाया जाए।


इश्क़ वहाँ नहीं, जहाँ कोई किसी का हो जाता है,
शायद वहाँ है, जहाँ कोई किसी को होने देता है।
ना बीते कल का बोझ, ना आने वाले कल की आस,
ना तुम्हारे होने का दावा, ना खोने का एहसास।


शायद इश्क़ बस इतना ही है
न तुम्हें अपना बनाना, न ख़ुद को खोना,
बस तुम्हारे सामने होना...
और तुम्हें हर पल नया देखना।
 
इश्क़ कोई ख़्वाब नहीं, जो आँखों में ठहर जाए,
न कोई तस्वीर, जो वक़्त के साथ धुँधली पड़ जाए।
तुम्हें चाहूँ तो ख़्वाहिशों का सिलसिला बनता है,
तुम्हें देखूँ तो हर ख़याल ख़ुद-ब-ख़ुद मिटता है।
Anayasai man me udhte tarang ko kya kahe
didaar na ho usko to bechain man ko kya kahe
Khwabe hi na palti na ye dill yu jalti

Bin badhe khud badh jaaye aisi bandhan ko kya kahe

मैं तुम्हें जानता हूँ, तुम्हारे बीते हुए कल से,
तुम्हारी हँसी, तुम्हारी बातें, तुम्हारे हर एक पल से।
मगर जो कुछ जान लिया, क्या वही तुम हो?
या मेरी यादों में बसी कोई पुरानी तस्वीर हो?
main jo dikhti hu wahi hu
Dhunlo khud me wahi kahi hu
Tasbir mE basi wo ek aakaar hu

jaise parsoge aap wahi prakar hu



तुम हर पल बदलती हो, हर पल नई होती हो,
फिर क्यों मेरी सोच में किसी एक पल की क़ैदी हो?
न तुम्हें अपनी ख़्वाहिशों में ढालना है,
न तुम्हारी ख़ामोशी को कोई नाम देना है।
Sayad Badalti najaroka khel he ye
Man me uthi ufaano ka bhel he ye
An-kahi an-suni ant se lekr anantak tak
Do aatma ka mel he ye




न पाने की कोई ज़िद, न खोने का कोई डर,
बस तुम्हारे होने को देखना है बेअसर।
क्योंकि इश्क़ कोई हक़ नहीं, जो जताया जाए,
न कोई रिश्ता है, जिसे शर्तों में निभाया जाए।
......................:relieved::relieved:

इश्क़ वहाँ नहीं, जहाँ कोई किसी का हो जाता है,
शायद वहाँ है, जहाँ कोई किसी को होने देता है।
ना बीते कल का बोझ, ना आने वाले कल की आस,
ना तुम्हारे होने का दावा, ना खोने का एहसास।


tod ke duniya ki Saari bandhan
Ho jaaye ishq me aisi magan
Duniyav ki duniya daarise pare

na pane se na khone se ye dill dare

शायद इश्क़ बस इतना ही है
न तुम्हें अपना बनाना, न ख़ुद को खोना,
बस तुम्हारे सामने होना...
और तुम्हें हर पल नया देखना।
dekhe najre jaise waise dikh jaau
dariye pe likhi naam jaise mit jaau
Na koi aas na koi he ahasaas phir bhi

Mit te mit te ek prem kahani likh jaau


(Lo kya kya likhi mujhe bhi pata nai):rofl1:
:rofl1:
 
Last edited:
Anayasai man me udhte tarang ko kya kahe
didaar na ho usko to bechain man ko kya kahe
Khwabe hi na palti na ye dill yu jalti

Bin badhe khud badh jaaye aisi bandhan ko kya kahe


main jo dikhti hu wahi hu
Dhunlo khud me wahi kahi hu
Tasbir mE basi wo ek aakaar hu

jaise parsoge aap wahi prakar hu




Sayad Badalti najaroka khel he ye

Man me uthi ufaano ka bhel he ye
An-kahi an-suni ant se lekr anantak tak
Do aatma ka mel he ye





......................:relieved::relieved:




tod ke duniya ki Saari bandhan
Ho jaaye ishq me aisi magan
Duniyav ki duniya daarise pare

na pane se na khone se ye dill dare


dekhe najre jaise waise dikh jaau

dariye pe likhi naam jaise mit jaau
Na koi aas na koi he ahasaas phir bhi

Mit te mit te ek prem kahani likh jaau


(Lo kya kya likhi mujhe bhi pata nai):rofl1:
:rofl1:
Hahaha! “Mujhe bhi pata nahi kya kya likhi” aur phir bhi dariya pe naam likh gayin, ye to wahi baat hui ki “bina padhe topper aa gayi”, Main itni mehnat se poem likhta hoon aur aap hans-hans ke mujhse behtar likh jaati hain!


Main sochkar likhta raha, aap bahkar likh gayin,
Poem meri thi, par baazi “pata nahi” jeet gayi.


Aapne kaha “jaise parkhoge, wahi prakar hoon”,
Mainne parkha to pata chala, aap to silent bomb hain!:Cwl::Cwl:
 
Hahaha! “Mujhe bhi pata nahi kya kya likhi” aur phir bhi dariya pe naam likh gayin,
Us naam ka kya jo mit jaaye :rofl1:


ye to wahi baat hui ki “bina padhe topper aa gayi”,
padh k topper hote to pandit sare topper hote na padhne se jyada samajhna chaiye
Jo main hu :cool1:( Just baate)

Main itni mehnat se poem likhta hoon aur aap hans-hans ke mujhse behtar likh jaati hain!
aap ki mehanat pe thoda hawa lagadi maine jaane anjaane me :rofl1:

Main sochkar likhta raha, aap bahkar likh gayin,
Poem meri thi, par baazi “pata nahi” jeet gayi.
Samundar jaise gahrai me sabd ko rakhoge to har koi bahega hi par ham kinarepe the so bache hame swimming nai aati na so
Baji jiski bhi ho jitega to wahi yani sabdon ki bhav
( Waise bhi ham jang me nai shayaro ki mahafil me he )

Aapne kaha “jaise parkhoge, wahi prakar hoon”,
Mainne parkha to pata chala, aap to silent bomb hain!:Cwl:
isme ham.kya hi kahe sudhbudh sab aap k paas he
Kahawat he jaise he ham waise sochte he so mute :las::Cwl:
 
Us naam ka kya jo mit jaaye :rofl1:



padh k topper hote to pandit sare topper hote na padhne se jyada samajhna chaiye
Jo main hu :cool1:( Just baate)


aap ki mehanat pe thoda hawa lagadi maine jaane anjaane me :rofl1:


Samundar jaise gahrai me sabd ko rakhoge to har koi bahega hi par ham kinarepe the so bache hame swimming nai aati na so
Baji jiski bhi ho jitega to wahi yani sabdon ki bhav
( Waise bhi ham jang me nai shayaro ki mahafil me he )


isme ham.kya hi kahe sudhbudh sab aap k paas he
Kahawat he jaise he ham waise sochte he so mute :las::Cwl:
Wah! “Jung nahi, shayaron ki mehfil hai”, ye line to main apni diary mein likhunga Aur kinare pe baith ke bhi aap itna gehra likh gayin, to samundar mein utarti to kya hota! :Cwl:
 
Wah! “Jung nahi, shayaron ki mehfil hai”, ye line to main apni diary mein likhunga Aur kinare pe baith ke bhi aap itna gehra likh gayin, to samundar mein utarti to kya hota! :Cwl:
Dub hi jaati:rofl1: udhar se nikalne k liye hame Mr @Deewana ko bulana padhta sayad usko swimming aati ho
 
Dub hi jaati:rofl1: udhar se nikalne k liye hame Mr @Deewana ko bulana padhta sayad usko swimming aati ho
Samundar? Arre main to bas bathroom ka bucket hoon, usme to aap ghutne tak bhi nahi dubogi! :Cwl: Aap kinare se hi shayari karti rahiye, main yahin se mug mein lehrein bhejta rahunga!:Cwl:
 
Samundar? Arre main to bas bathroom ka bucket hoon, usme to aap ghutne tak bhi nahi dubogi! :Cwl: Aap kinare se hi shayari karti rahiye, main yahin se mug mein lehrein bhejta rahunga!:Cwl:
Phir to meri sari write mitegi
Shayari kaise hogi:Dream1:
 
Back
Top