• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Tanha raato me

Kya kahu Har baate kahi nai jaati
Samajh jaate to TAnha raat hi nai aati
aaj bhi ye wafaye ho yaa adaye aap pe he

Nai to sunke aapki naam sun ke yu muskurati nai
Nadan to tha isliye har baat samajh nahin Paye
Dard mein bhi Aankhen Teri yad mein muskuraye
Tum Bas muskurate roho yese hi saan se
Teri muskurahat ke liye Hi to Maine tanha Raat bachaya
 
Nadan to tha isliye har baat samajh nahin Paye
Dard mein bhi Aankhen Teri yad mein muskuraye
Tum Bas muskurate roho yese hi saan se
Teri muskurahat ke liye Hi to Maine tanha Raat bachaya
har koi khikhilati chahare ko dikhte hain
Shayari bhi usi chahare pe likhte hain
Dardki is gaharaai ko kisine nai jaana

Jo njarne dekha usi ko sach maana

chalo is bhram ko aaj todte he
tanhai hisahi ab usse naata jodte he
mitane chale the ham likhi lakiro ko
bhul gaye the ab tak koi mita na saka tha apni takdiro ko
:Laugh1:
 
Mere hone ka kya fayda jo ek chera na muskuraye
Tumhare us dard ko jabtak apna na banaye
Mat bhago kismat ki lakiro ke piche
Chalo ham mil kar ek alg hi apni lakir banaye
 
Mere hone ka kya fayda jo ek chera na muskuraye
Tumhare us dard ko jabtak apna na banaye
Mat bhago kismat ki lakiro ke piche
Chalo ham mil kar ek alg hi apni lakir banaye
Lakir banaye kaha he aisi sihaai
thi hamne bhi kabhi khud ki lakire banai
usme milan ki kuch lakire k bhi khichi thi

phir bhi milaa hame bas wahi tanhaai
:Laugh1:
 
Last edited:
Back
Top