Tere na hone ka malal ek taraf ..
Aur tu mera kyu na hua .. ye sawal ek taraf ..
Yun to mai khush hu ..
Par jab tu tha .. Wo pal .. wo din .. wo mahina .. wo saal ek taraf ..
Sabne dekha mera muskurata chehra ..
Par ashqon ka wo sailab ek taraf ..
Mai kisi aur ki v ho skti thi ..
Par tumhari hi reh gayi .. ye mushkilaat ek taraf ..
Hazar shikwe ~ shikayatein hai tujhse..
Magar wo kuch dino ki .. teri dekhbhaal ek taraf ..