• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

TUMSE FIRSE MOHABBAT KARNA CHAHUNGI..!!❤️

Qaynaat

Shayri Queen of zozo(⁠◍⁠•⁠ᴗ⁠•⁠◍⁠)⁠❤
VIP
Senior's
Posting Freak
Tum puchte ho ki tumse milkar kaisa laga mujhe...??

Agar jawaab chahte ho....!!✨
toh tumhe fir mujhse milna hoga...!!❣️
Fir unn haatho ko thaamke chalna hoga..!!

Saath rehne ka waada kar, harr safar ko jeena hoga. fir shayad unn chitthiyon ko dohrana hoga...!!❤️

lafzon ko chandni raat se chupana hoga. kitaabon mein chupe gulabon mein firr apne ishq ki mehek daalni hogi...!!✨

Haan, hume firse mohabbat karni hogi..!!

Tumhari nazro se baatein kar, sab jaanna chahungi...!!❤️
Tumse saare gam, dukh, peeda chheenna chahungi....!!✨

Tumse firse mohabbat karna chahungi...!!❣️
 
Last edited:

Tumse saare gam, dukh, peeda cheenna chahungi....!!✨

Tumse firse mohabbat karna chahungi...!!❣️

Kay Likhu Tere Baare Me Meri Mohabbat
Ki Kalam Bhi Sharma Jaati Hai Meri
Teri Taarif Me❤️
 
Tum puchte ho ki tumse milkar kaisa laga mujhe...??

Agar jawaab chahte ho....!!✨
toh tumhe fir mujhse milna hoga...!!❣️
Fir unn haatho ko thaamke chalna hoga..!!

Saath rehne ka waada kar, harr safar ko jeena hoga. fir shayad unn chitthiyon ko dohrana hoga...!!❤️

lafzon ko chandni raat se chupana hoga. kitaabon mein chupe gulabon mein firr apne ishq ki mehek daalni hogi...!!✨

Haan, hume firse mohabbat karni hogi..!!

Tumhari nazro se baatein kar, sab jaanna chahungi...!!❤️
Tumse saare gam, dukh, peeda cheenna chahungi....!!✨

Tumse firse mohabbat karna chahungi...!!❣️
नाह एक बार बस हे दुबारा नहीं मोहतर्मा
 
Tum puchte ho ki tumse milkar kaisa laga mujhe...??

Agar jawaab chahte ho....!!✨
toh tumhe fir mujhse milna hoga...!!❣️
Fir unn haatho ko thaamke chalna hoga..!!

Saath rehne ka waada kar, harr safar ko jeena hoga. fir shayad unn chitthiyon ko dohrana hoga...!!❤️

lafzon ko chandni raat se chupana hoga. kitaabon mein chupe gulabon mein firr apne ishq ki mehek daalni hogi...!!✨

Haan, hume firse mohabbat karni hogi..!!

Tumhari nazro se baatein kar, sab jaanna chahungi...!!❤️
Tumse saare gam, dukh, peeda chheenna chahungi....!!✨

Tumse firse mohabbat karna chahungi...!!❣️
Khubsurat baate khubsurat Qayanat ki❤❤❤
 
View attachment 136902

Mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi :angel: :heart1:
 
Tum puchte ho ki tumse milkar kaisa laga mujhe...??

Agar jawaab chahte ho....!!✨
toh tumhe fir mujhse milna hoga...!!❣️
Fir unn haatho ko thaamke chalna hoga..!!

Saath rehne ka waada kar, harr safar ko jeena hoga. fir shayad unn chitthiyon ko dohrana hoga...!!❤️

lafzon ko chandni raat se chupana hoga. kitaabon mein chupe gulabon mein firr apne ishq ki mehek daalni hogi...!!✨

Haan, hume firse mohabbat karni hogi..!!

Tumhari nazro se baatein kar, sab jaanna chahungi...!!❤️
Tumse saare gam, dukh, peeda chheenna chahungi....!!✨

Tumse firse mohabbat karna chahungi...!!❣️
❤Wo dhup me tere pallu k chhaye me baithne ko Dil. Karta hai, ha fir mohobbat karne ka dil karta hai..❤
❤Wo barish k mousam me tumhare sath bhigne ko mann kartaa hai,, ha fir mohobbat karne ka dil karta hai...❤
❤Wo sardiyon ki thandi hawa wo gulabi subah me tumhari bahon me bas jaane ka Dil karta hai, ha fir mohobbat karne ka dil karta hai...❤
 
Waaahh waaahhhh❣️❣️❣️
 
Dil ki baate kehne ko dil karta hai..!
.
Dard-e-judai sehne ko dil darta hai..

.
Kya kare kismat me hai duriya...
.

Warna hamara toh aapke Dil me rehne ko dil karta hai....❤️❤️❤️❤️❤️
 
Top