Asmita2
Wellknown Ace
Kuch saal ka safar, yaadon ka jahan tha,
Tu mera sapna, mera arman tha!
Phir waqt badla, ehsaas kam ho gaye,
Tere dil me pyaar ke jazbaat khatam ho gaye!
Aaj achanak tujhe dekha gali ke mod par,
Dil ki dhadkanein tez hui ek chhoti si dor par!
Tere saath ek ladki thi, tu hans raha tha,
Aur main apni nazrein chhupakar
aansoon baha raha tha!
Yaad aaye woh pal, jab tu sirf mera tha,
Aur main sirf teri thi
na kisi aur saath tha, na khafa tha!