Neend chhin gayi thi, sukoon kho gaya tha,
Do din ke gham mein sab kuch so gaya tha.
Jo tha kabhi rooh ka armaan mera,
Aaj wohi khud se begana ho gaya tha…
Dil pe bojh tha, aankhon mein dard tha,
Har saans mein bas khamoshi ka gard tha.
Woh keh nahi paayi, main samajh na saka,
Mohabbat thi lekin waqt bewafa tha…
Uski aankhon mein guilt ka dariya tha,
Main uske dard ka bas tamasha tha.
Kaha usne, “Mujhe talak de de, Galib,”
Aur mera har armaan bas khaak ho gaya tha…
Miscarriage ka dard, aur logon ka taane,
Kis kis se voh lade, kis kis se voh maane?
Main samajhta raha, usne chhupaya sab kuch,
Waqt ne phir se likh diye bichhadne ke fasaane…
Ab main hoon, yaadein hain, aur uski dua,
Wo judaa hai, magar roohon ka hai rishta wafa.
Talak diya, par pyaar zinda raha,
Yeh mohabbat thi… ya ek imtihaan khuda ka?