Wow nice . Yeh apne likha haiKabhi tanhaiyon mein humaari yaad aayegi , andhere chaa rahein honge ke bijli kaundh jaayegi.
Yeh bijli raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniya , na phir tu jee sakega aur naa tujhko maut aayegi.

Jee nahin this is actually a song. Aap sunn naa chaheingee?Wow nice . Yeh apne likha hai![]()
Yes sureJee nahin this is actually a song. Aap sunn naa chaheingee?
Post karein agar aap suneinge Ms. ?Jee nahin this is actually a song. Aap sunn naa chaheingee?
Yes sure ..Post karein agar aap suneinge Ms. ?![]()
Wah wahAah ko chahiye ek umra asar hone tak , kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak.
Humne maana ke tagaful naa karoge lekin , khaak ho jaayeinge hum tumko khabar hone tak.
Shukriya mohtarma. Mirza Ghalib sahab ki first ghazal thi yeh . Usse pehle unhone ek mushaire mein shirakaat ki thi . Jahan he faced a bit of humiliation as he was new .Wah wah![]()
sad oneAnkhe ro padhi unka na paigam aaya
Chale gaye humein akela chhod ke ye kesa mukam aaya
Meri tanhai Hansi mujhpe
Aur boli Bata
Aakhir mere siva tere kon kaam aaya...!!!
View attachment 316637
Yes always.. tx..sad one
but well wrote
keep it up and everything will be fine
Good one....Ankhe ro padhi unka na paigam aaya
Chale gaye humein akela chhod ke ye kesa mukam aaya
Meri tanhai Hansi mujhpe
Aur boli Bata
Aakhir mere siva tere kon kaam aaya...!!!
View attachment 316637
Arey ....Good one....
BTW..
Apne ashik se do teen mahine ki rent, security deposit liya Karo; phir dekte hai kaise bhag kar jayega![]()
Wow niceDeke khat moonh dekhta hai namavar , kucch to paigaame zubaani aur hai.
Tere paighaam ka intezaar humne bhi kiya tha,Ankhe ro padhi unka na paigam aaya
Chale gaye humein akela chhod ke ye kesa mukam aaya
Meri tanhai Hansi mujhpe
Aur boli Bata
Aakhir mere siva tere kon kaam aaya...!!!
View attachment 316637
Bhot badhiya ... Dil ko chu gya ..Tere paighaam ka intezaar humne bhi kiya tha,
Par har lafz ke peeche ek dhoka chhupa tha.
Akele chhodne ka gila tu karti hai,
Par sach toh yeh hai — tu kabhi saath thi hi kaha?
Tanhai meri bhi mujhe kuch yun keh gayi,
"Jo bewafaon ke liye roya kare,
Uski khamoshi bhi uska mazaak ban gayi."
Aaj hum khush hain, bas khud ke saath,
Kyoonke dard dene walon ka naam bhi ab yaad nahi aata