• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Talaash karo

App dono bolne lagoge na to baaki to bas dekhte reh jayenge ,,,
Hame bada man he aap dono ki bicharo ko ladwane ki
Par kaise :idea:
विचारों की लड़ाई कभी नहीं होती
विचार प्रकट किए जाते हैं
फिर उसमे से एक परिणाम निकला है
जिसपे दोनो सहमत होते हैं।
 
Prakat Karna aur apna pakhya rakhna alag baat he hame bas wahi dekhne ka man he wo BHI aap dono me
jaljala VS rockzz :rofl1:
Iske liye jaruri hai koi aisa Topic jispe vaicharik matbhed ho

Tabhi vichar prakat honge apne apne

Phir ek sahmati hogi kahin na kahin

Tab parinam jo niklega wo best hoga

Like amrit after samudra manthan :rofl1:
 
Ham log darsak rahenge ladenge to rockzz VS jaljala :rofl1:
Use ladai to bilkul bhi nhi kah sakte
Vaad-vivad kah sakte hain

Jha humdono apne apne paksh rakenge
Samjhayenge ek dusre ko us topic ke uper ki apne apne hisab se kya sahi hai aur kya galat

Uspe tark bhi prastut karenge

Lekin topik anokha hona chahiye jispe tark kar sakein
 
Door Gaye e dono toh referee visel bajai :clapping:
Darr nhi hai dono ko hi

Par ve shabdik tark-vitark planning se sath sambhaw nhi hai

Kabhi kuch baatein aayi agar jispe sahmati na bhi to tark bhi hoga aur parinaam bhi aayega
 
Hame intajar he hame dekhna he ,:speechless1:
Thread ka talktime kam rhta hai

Yha wo tark-vitark adhura rah jayega..
Mera to talk time bhi over hi hone wala hai bas
 
Top