BARBAAD KARNA THA TOH AISI KAR LETE.
PAR TUMNE JINDAGI BANKE JINDAGI HE CHIN Lí★†‡★★
PAR TUMNE JINDAGI BANKE JINDAGI HE CHIN Lí★†‡★★
Thank youAwesome![]()
Kisne dil Todi tera Jo magarmach k ansu baha rha h★†★LIKH HE DI AAJ DIL KI BAAT★††
Kitna mushkil hota hai na kisi apne ko bhula pana jab raat ko us sakhs ki yaad aati hai jo sakhs hamare naseeb mein he nhi hai yaar zinjoor ke rakh deti hai yadein hamesa us sakhs ki raat ko jab us sakhs ki tasveer ko nihar tein hai apne ko hamesha samjhate hai ki jayada karne ki jarurat he nhi hai tujhe hum jante hai ki woh insaan bahut khush hai hum uski duniya ujadne mein lage rehte h hum jante hai ki call ya MSG krne k liye balance bahut h hamare pass par karne ke liye himmat he nhi ban pati andar se Mann he nhi ban pata h bus raaat raat bhar jag kr krte bhi toh bs intzaar ki aaj aaa jye aaa bhi jye bhoola bhatka insaan kabhi to aaaa jye,yeh par aata nhi mann phir bhi sochta bhoola bhatka insaaan aaa bhi jaye toh usse apnane mein bhala dikkat ho toh ksi,but aata he nhi bus jindagi hai yeh bhi nhi pata uske liye kaat rahe hai ya khud ke liye kaat rahe hai samaj aisi kho si gyi hai us sakhs ko bhoola bhi nhi jata log bahut kehte h bhula kr dusri apna lo koi par yeh bhala kaha mumkin hai raaat ki yaadein aur pura din ka chain bus usme he laga rehta hai![]()
Thi koiKisne dil Todi tera Jo magarmach k ansu baha rha h
Kon thi abh btati usko jaa kThi koi
Thi koi duniya meriKon thi abh btati usko jaa k
Ommfooo tu to shayari ki Dukaan nikla★†‡£ koi bahut khub hai £†‡★
Kuch ajeeb kuch halkat si nishani ban gyi
Itni bewajah si kahani ban gyi ,
Dastaan toh kya he baya kare,
Ek behad payari si nishani bn gyi,
Sakhsiyat to kuch aisi h woh har kisi ki payari ban gyi,
Koi bahut khub hai
Hein toh bht khass jo rehti hai hamesha dil ke pass
Chere k muskurat ban gyi
Hai kuch ajeeb kuch chulbuli si par najaane kaha se itni purani ban gyi
Koi khas nhi bahut khas bn gyi
Likh toh du bahut kuch khas sabdo se uske liye
Mujhe kya pataKahan Kahan se aate dimag m tere ye fnkariyaa
HeartfeltBARBAAD KARNA THA TOH AISI KAR LETE.
PAR TUMNE JINDAGI BANKE JINDAGI HE CHIN Lí★†‡★★