Ashwin Singh
Active Ranker
Suna hai aaj kal wo pareshan rehti hai,
Usse kehna hn be-fikar main bhi nahi hu.!!
Suna hai wo raaton ko jaga karti hai
Usse kehna sota main bhi nahi hu….!!
Suna hai wo chhup chhup ke roti hai
Usse kehna hn hansta main bhi nahi hoon.!
Suna hai wo mujhe yaad bahut karti hai,
Usse kehna bhoola main bhi nahi hoon.!!
Suna hai usne wafa ka daawa kiya hain,
Usse kehna bewafa main bhi nahi hoon..!
Usse kehna hn be-fikar main bhi nahi hu.!!
Suna hai wo raaton ko jaga karti hai
Usse kehna sota main bhi nahi hu….!!
Suna hai wo chhup chhup ke roti hai
Usse kehna hn hansta main bhi nahi hoon.!
Suna hai wo mujhe yaad bahut karti hai,
Usse kehna bhoola main bhi nahi hoon.!!
Suna hai usne wafa ka daawa kiya hain,
Usse kehna bewafa main bhi nahi hoon..!
