Koi baat nahi, apni ho ya kisi aur ki... shayari toh dil se honi chahiye! Bhejte raho, hum intezaar mein hain.shayar toh nahi but shayari dhundke dalunga idhr
ofc not mine kisi aur ki hogi
Kya khoobsurat dard likha hai tumne...meri mohabaat ko jab maine aakhri baar jate hue dekha
tab mujhe pata tha aaj is shaqs ko mai aakhri baar dekh rha hoon
toh maine usse pucha
ki kya tum janna chahti ho tumhare bina mai kaisa hoon ?
socho agar tumhare sapne ke aaina tumhare sapne mai tut jaye toh kya hoga
jaise shabd aadhure hai matra ke bina
jaisa kaksha adhuri hai chatra ke bina
Yeh sirf shayari nahi... ek rooh ka rishta lagta hai har lafz se.maine jab jab kagaz pe hum likha hai
naam tumhara jyada apna kam likha hai
ki wo aakash mai badal
wo badal mai barish
wo baarish mai bunde ho
wo bunde mai paani ho
wo paani mai aansu ho
wo aansu mai namak ho
wo namak mai zakham ho
wo zakham mai hum ho
wo hum mai main hoon
wo hum mai tum
haan tum
tum bas sirf tum
Yeh paani aur kambhal toh bhaut naseeb wale nikle… main hota toh kab ka fuse ho gaya hota!wo jis shiddat se paani pi rhi hai
mujhe bottle pe gussa a rha hai
wo jaisa lipta hai uske badaan se
mujhe kambhal pe gussa a rha hai
~ on jealousy
Niceshayar toh nahi but shayari dhundke dalunga idhr
ofc not mine kisi aur ki hogi
and naame ho ya nahi ho
tag ho ya nahi
shayari saari jasminee ke liye hai