Ek wo daur tha jab dosto se milne ke liye koi plan nahi banana padta tha. Bas ghar ke bahar khade hokar ek aawaaz lagao, aur poori paltan dhoop, thand ya baarish dekhe bina haazir ho jaati thi.
Aur ek aaj ka daur hai... sab ek hi shehar mein hain, par milne ke liye 'schedule' banana padta hai, 'free time' dhoodna padta hai, aur aakhir mein plan cancel ho jata hai. Hum sab bade kya hue, lagta hai zindagi jeena hi bhool gaye. Paisa aur career toh apni jagah hai, par wo bina wajah dosto ke saath baith kar hasne wala sukoon ab kahin kho gaya hai.
True na? Miss those gold days.