Tabah'hi ki deh'leez par Aakar khadey hain
Mat pucho yeh manzar kya hai!!
Bahar sey zarur theek nazar atey hain..
Sach pucho andar kya hai..
Nikalte nahin bund bhar Aansu
Meri ankhon se zyada banjar kya hai
Aur toot'ey huye sapn'on ka dard itna hai
Mat naapo ye samundar kya hai..
Mat pucho yeh manzar kya hai!!
Bahar sey zarur theek nazar atey hain..
Sach pucho andar kya hai..
Nikalte nahin bund bhar Aansu
Meri ankhon se zyada banjar kya hai
Aur toot'ey huye sapn'on ka dard itna hai
Mat naapo ye samundar kya hai..