Kabhi socha nhi tha,
Ek din aap sirf yaad ban jayenge....
Ab naa kabhi aapki awaz aati hain,
Naa hi koi Sapna.....
Bas har baar dil itna hi kehta hain....
"Kaash ..... aap aa jaate".️
──────◆──────



Yeh ehsaas dil ko chhoo lene wala aur behad gehra hai.
Kisi ki yaad mein khoya hua yeh dard aur unhe phir se dekhne ki yeh chahat har us shaks ko mehsoos hoti hai jisne kisi bohot pyaare ko khoya ho.
( Want to Add Some Words in it.... )
Kabhi socha nahi tha,
Ek din aap sirf yaad ban jayenge.
Ab naa kabhi aapki awaz aati hain,
Naa hi koi sapna.
Bas har baar dil itna hi kehta hain,
"Kaash... aap aa jaate".
Waqt guzarta raha par zakhm nahi bharta,
Aapke bina ab yeh dil nahi lagta.
Aankhein thak gayi hain raah takte takte,
Ek baar mil jaate toh yeh dard kam hota.
View attachment 429746
I am not watching. I am a coffee lover
View attachment 429787

Inko sab pata rahta heI know.....
![]()