Chowdhury2
Epic Legend
Ek bachpan ka zamana tha
Jisme khushiyon ka khazana tha,
Chahat chand ko pane ki thi
Par dil titliyon ka diwana tha,
Thak kar aana school se
Fir bhi khelne jana tha,
Barish me kagaj ki naao thi
Har mausam suhana tha,
Rone ki wajah naa thi
Na hasne ka bahana tha,
Kuyn ho gaye ham itne bade
Isse achcha to bachpan ka zamana tha.
Jisme khushiyon ka khazana tha,
Chahat chand ko pane ki thi
Par dil titliyon ka diwana tha,
Thak kar aana school se
Fir bhi khelne jana tha,
Barish me kagaj ki naao thi
Har mausam suhana tha,
Rone ki wajah naa thi
Na hasne ka bahana tha,
Kuyn ho gaye ham itne bade
Isse achcha to bachpan ka zamana tha.