Desi_Bull
Newbie
“Hum theek ho jayenge… bas kab, yeh pata nahi.”
Sab kehte hain waqt sab theek kar deta hai…
par waqt sirf aadat bana deta hai dard ke saath jeene ki.
Har din thoda normal lagta hai,
par kuch pal aise aate hain jahan sab wapas toot jaata hai.
Hum muskura toh lete hain…
par andar se wohi kahani chal rahi hoti hai.
Shayad ek din sach mein theek ho jayenge,
par abhi ke liye… bas khud ko samjha rahe hain.