ChaoticSoul
Novice Sprinter
Ruh bhi ab meri ye fana ho gayi...
Kyu is tarah meri jind-jaan tabah ho gai...
Ishq hi to kiya tha humne tumse...
Kya ye itni badi khata ho gai...
Jin rasto se chalke humne socha tha manzil tak jana,
Vo bas raste reh gaye, Manzil se duri bepanaah ho gayi...
Humne to ishq ko khuda maan ke ki thi ibaadat,
Lagta hai khuda ki ibadat ki jagah tumhari ibaadat humara sabse bada "Gunaah" ho gayi!!!