Khel lafzon ke hue jaate they
Daav jazbon ke hue jaate they,
Ye samjhne mein bahut der hui
Tum bhi auron ke hue jaate they,
Jo buniyaad ke kaabil naa huye
Wo deewaron ke hue jaate they,
Jiski hasrat mein khud ko kho bethe
Dur us’se bhi hue jaate they,
Hum bhatkate rahe andheron mein
Wo ujaalon mein hue jaate they,
Jinko dunia ne tavvazon na di
Wo ateet mein hue jaate they,
Manjilon ne tha pukara to bahut
Jakham paanvo mein hue jaate they.....
Daav jazbon ke hue jaate they,
Ye samjhne mein bahut der hui
Tum bhi auron ke hue jaate they,
Jo buniyaad ke kaabil naa huye
Wo deewaron ke hue jaate they,
Jiski hasrat mein khud ko kho bethe
Dur us’se bhi hue jaate they,
Hum bhatkate rahe andheron mein
Wo ujaalon mein hue jaate they,
Jinko dunia ne tavvazon na di
Wo ateet mein hue jaate they,
Manjilon ne tha pukara to bahut
Jakham paanvo mein hue jaate they.....





