• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Dil ko uske liye dhadkna acha lagta hai ✨

Trench

Ꮪᴛʀᴇɴɢᴇʀ'of, zozo
Senior's
Chat Pro User
Mujhe ab nind ki talash nahi, ab raato ko jaagna achha lagta hai,

Mujhe nahi malum ki wo meri, kismat me hai ya nahi, magar khuda se use maangna achha lagta hai,

Jane mujhe haq hai ya nai, par uski apni jaan se jyada parvaah karna achha lagta hai,

Usse pyaar karna sahi hai ya nahi, par iss ehsaas ko jeena achha lagta hai,

Kabhi hum saath honge ya nahi, par ye khawaab dekhna achha lagta hai,

Wo mera hai ya nahi, par use apna kehna achha lagta hai,

Dil ko behlaya bahut par manta hi nahi, shayad ise bhi uske liye dhadkna achha lagta hai!!
 
Last edited:
Mujhe ab nind ki talash nahi, ab raato ko jaagna achha lagta hai,

Mujhe nahi malum ki wo meri, kismat me hai ya nahi, magar khuda se use maangna achha lagta hai,

Jane mujhe haq hai ya nai, par uski apni jaan se jyada parvaah karna achha lagta hai,

Usse pyaar karna sahi hai ya nahi, par iss ehsaas ko jeena achha lagta hai,

Kabhi hum saath honge ya nahi, par ye khawaab dekhna achha lagta hai,

Wo mera hai ya nahi, par use apna kehna achha lagta hai,

Dil ko behlaya bahut par manta hi nahi, shayad ise bhi uske liye dhadkna achha!!







lagta hai,
हर प्यार मुकम्मल हो ज़रूरी नहीं,
कभी-कभी सिर्फ़ एहसास ही काफ़ी होता है ❤️
 
Top