• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

DIL KA EHSAAS

Ashwin Singh

Favoured Frenzy
Chat Pro User
Tumhe chahna mera shauk nahi, ibadat thi,
Tumse ishq mera faisla nahi, fitrat thi.
Har dhadkan me tera naam aise basta gaya,
Jaise baarish ki boond mitti me utarti gayi.

Maine tujhe apni kahani ka wo hissa banaya,
Jahan shabd kam aur ehsaas zyada bolte the.
Teri muskaan ko apna savera mana,
Aur teri khamoshi ko apni raat…

Par shayad humare ishq ki subah kabhi honi hi nahi thi,
Jo mila bhi, wo pal bhar ka tha, bas dhalne ke liye.
Tum chand jaise the… khoobsurat bhi, door bhi.
Main raat sa theher gaya, tum roshni me aage badh gaye.

Maine tumhe maanga bhi tha, sambhala bhi tha,
Tumhe paane ka khwaab bhi dekha tha, aur khoya bhi tha.
Tum mere ho kar bhi mere na ho sake,
Aur main tumhara na ho kar bhi sirf tumhara hi raha.

Aaj bhi mohabbat tumse wahi purani si hai,
Bas ab lafzon me thoda dard zyada shamil ho gaya hai.
Dil aaj bhi tera naam dhadakta hai…
Fark bas itna hai,
Pehle haq se, ab khamoshi se dhadakta hai.

Ishq adhura ho kar bhi poora lagta hai,
Dard mil kar bhi zaroori lagta hai,
Aur tum…

Tum na mil kar bhi mere hi lagte ho.
 
Har lafz mehsoos hua... Kabhi kabhi pyaar khatam nahi hota, bas khamosi me chhup jata hai...Jo pehle apna sab kuch tha, aaj sirf yaad ban gaya hai…Dard bhi hai, par ajeeb sa sukoon bhi milta hai...Kyuki chahe wo apne na rahe ho, par dil me aaj bhi wahi jagah hai unki ❤️
 
waah waah nice
:p mere genre mai a rhe ho
 
Amazing! This idea can only be felt with the heart.
Awesome Intelligence
 
Har lafz mehsoos hua... Kabhi kabhi pyaar khatam nahi hota, bas khamosi me chhup jata hai...Jo pehle apna sab kuch tha, aaj sirf yaad ban gaya hai…Dard bhi hai, par ajeeb sa sukoon bhi milta hai...Kyuki chahe wo apne na rahe ho, par dil me aaj bhi wahi jagah hai unki ❤️
Wahh nice one
 
Tumhe chahna mera shauk nahi, ibadat thi,
Tumse ishq mera faisla nahi, fitrat thi.
Har dhadkan me tera naam aise basta gaya,
Jaise baarish ki boond mitti me utarti gayi.

Maine tujhe apni kahani ka wo hissa banaya,
Jahan shabd kam aur ehsaas zyada bolte the.
Teri muskaan ko apna savera mana,
Aur teri khamoshi ko apni raat…

Par shayad humare ishq ki subah kabhi honi hi nahi thi,
Jo mila bhi, wo pal bhar ka tha, bas dhalne ke liye.
Tum chand jaise the… khoobsurat bhi, door bhi.
Main raat sa theher gaya, tum roshni me aage badh gaye.

Maine tumhe maanga bhi tha, sambhala bhi tha,
Tumhe paane ka khwaab bhi dekha tha, aur khoya bhi tha.
Tum mere ho kar bhi mere na ho sake,
Aur main tumhara na ho kar bhi sirf tumhara hi raha.

Aaj bhi mohabbat tumse wahi purani si hai,
Bas ab lafzon me thoda dard zyada shamil ho gaya hai.
Dil aaj bhi tera naam dhadakta hai…
Fark bas itna hai,
Pehle haq se, ab khamoshi se dhadakta hai.

Ishq adhura ho kar bhi poora lagta hai,
Dard mil kar bhi zaroori lagta hai,
Aur tum…

Tum na mil kar bhi mere hi lagte ho.
Bhut khubsurat ❤️
 
Top