Wow. Dhanteras ko teri post padh ke lga chlo kisi ki to diwali, diwali ki tarah ja rhi hai. Meri subh kamnaye hmesha tere sath hai . Very intense likhawat , enough to encourage others. Jaise Tansen rag ched ke barish karwa deta tha , teir likhawat kuch is tarah ki ho rhi hai.

a very nice one
Thanks jiAmazing
Ahaaa!!!Wow. Dhanteras ko teri post padh ke lga chlo kisi ki to diwali, diwali ki tarah ja rhi hai. Meri subh kamnaye hmesha tere sath hai . Very intense likhawat , enough to encourage others. Jaise Tansen rag ched ke barish karwa deta tha , teir likhawat kuch is tarah ki ho rhi hai.![]()
Thank you cutie pie
Shukriya huzoora very nice one
keep writing
Haaanji likha akdm dil se hai
Damn Sweetu@CuteBubble … yeh toh fire tha aur poetry dono ek saath! ‘Besabri’ sirf likhi nahi gayi, mehsoos hoti hai.
Har lafz mein junoon bhi hai, aur ek nasha bhi… jaise jazbaat aur shabd milke ek kahani likh rahe ho.
Tumne desire ko itna khoobsurat tarike se piroya hai, lagta hai har line dil se nahi, rooh se likhi gayi ho
Ahaaa!!Tere shabdon ki garmi ab bhi hawaon mein hai,
Mere labon par teri saanson ka nasha chhaya hai.
Pal pal mehsoos hota hai tera ehsaas,
Jaise meri rooh bhi ab tere jism mein samayi hai.
Chhoo le mujhe phir se unhi nazaron se,
Jahan lafz bhi sharma jaayein, par dil sab keh jaayein.
Tere haath ka har sparsh, meri dehri se dua maangta hai,
Aur main har baar tujhmein kho jaane ki ijazat chahti hoon.
Na rok ab, aaj dil se behne de,
Jo baatein adhoori thi, unhe kehne de.
Main bhi to teri besabri ka hissa hoon,
Tere jazbaat ka ek geet likha hoon.
Tere cheekhene jaise nasha phaila raha hai,
Meri dhadkan bhi teri masti mein ghum hai.
Pal pal tera ehsaas mere andar seene mein dhoomta hai,
Aur main khud ko tere shabdon mein behte paati hoon.
Ab tu bol, tu bata,
Aaj kaun sa paap karne se darte ho?
Main to har paap mein tere saath marne ko tayyar hoon,
Bas ek baar, apni ungliyon se meri duniya likh do.
Haaanji likha akdm dil se hai
Kuch ankahe, unchuyee ahsaaas
Ahaaa!!
Akele mai btaaungi , hehehehhe
Damn Sweetu@CuteBubble … yeh toh fire tha aur poetry dono ek saath! ‘Besabri’ sirf likhi nahi gayi, mehsoos hoti hai.
Har lafz mein junoon bhi hai, aur ek nasha bhi… jaise jazbaat aur shabd milke ek kahani likh rahe ho.
Tumne desire ko itna khoobsurat tarike se piroya hai, lagta hai har line dil se nahi, rooh se likhi gayi ho