Waah msstTeri deedar ki chahat mein yun ulajh gaya nazar,
Har chehre mein dhoondhne laga bas tera asar,
Yeh ankhon ki gustakhi hi ya dil ka fasana,
Kuch keh na saka main, par tu sab samajh gayi thi.
ShukriyaWaah msst
Bahut badiyaTeri chahaton ke dariya mein dooba rehta hoon,
Har pal teri yaadon ka sahara leta hoon.
Zubaan se na keh saka jo baatein dil mein chhupi,
Teri aankhon ki zubaan se woh sab sun leta hoon.
Woh khamoshi jo humne kabhi bayaan na ki,
Teri nazron mein chhupi dard ki dastaan hai.
Har dhadkan mein bas tera hi naam rehta hai,
Meri duniya sirf tere pyaar ka armaan rehta hai.
ThankuBahut badiya![]()