Ishq hai to jataya kar,
main pasand hoon to bataya kar,
Yun hi na dekha kar meri tasveer ko chupchaap,
agar mujhe paana hai… to kabhi dil ki baat bhi sunaya kar.
main pasand hoon to bataya kar,
Yun hi na dekha kar meri tasveer ko chupchaap,
agar mujhe paana hai… to kabhi dil ki baat bhi sunaya kar.
Hum ladke bhi har baar beparwah nahi hote,
bas darte hain kahin jazbaat mazaak na ban jaayein.
Isliye kabhi tu bhi ek kadam badhaya kar,
sirf ishaaron mein nahi…
Thoda khulkar bataya kar.
♥︎♥︎♥︎

