Waowww ....kabi bhi kahi kisi se ishq ho sakta he
janaab ye dill bada nadan he
jimmedari ki bojh mat samjhiye ise
maasum sa he ye in sab se anjaan he
aap ki saari naadaniya salaakho pe
kyu ki ye dill jo aap pe kurbaan hai
Ab aage main kya hi kahun,
lafz bhi khamosh ho gaye..
Lagta hai dil ke saath
alfaaz bhi aapke ho gaye...
Khamoshiyan bhi
ab apna asar dikhane lagi hain...
Jo baat lafz na keh sake,
woh nazrein batane lagi hain.
ʢ´• ᴥ •.`ʔྀི
lafz bhi khamosh ho gaye..
Lagta hai dil ke saath
alfaaz bhi aapke ho gaye...
Khamoshiyan bhi
ab apna asar dikhane lagi hain...
Jo baat lafz na keh sake,
woh nazrein batane lagi hain.
ʢ´• ᴥ •.`ʔྀི
