AsikAwara
Favoured Frenzy
Na tumne izhaar kiya,
na maine inkaar,
Phir bhi kuch toh hai
hum dono ke darmiyaan yaar…
Tu bas yunhi paas rehna,
bina wajah, bina shor,
Mujhe aadat si ho gayi hai
tere hone ki har baar...
Kaise door rahoon main tumse,
aur kis wajah se,
Shayad mujhe hone laga hai tumse pyaar...(◍•ᴗ•◍)❤
na maine inkaar,
Phir bhi kuch toh hai
hum dono ke darmiyaan yaar…
Tu bas yunhi paas rehna,
bina wajah, bina shor,
Mujhe aadat si ho gayi hai
tere hone ki har baar...
Kaise door rahoon main tumse,
aur kis wajah se,
Shayad mujhe hone laga hai tumse pyaar...(◍•ᴗ•◍)❤

ʕ´•ᴥ•`ʔ

...it's u only 





