Baat toh sahi hai. par aane ke liye jo bill lagega wo kaun pay karega ?Ghar ke address lijiye phir direct doorbell

Hehe jo jitna acha khaana banaati hai wo utna pyaari aur sundar hoti hain mere hisaab se!Are ye to Khana banali wali ko hi line Marti he jal jal ke![]()
Hehe hum toh wahin jahan pyaari aur sundar cheezen hoti hainSayad Isliye aajkal kitchen me male jyadadar dikhne Lage he![]()
Sahi haiकिस्मत आजमा चुका हूं,
नसीब आजमा रहा हूं,
FACEBOOK पर एक लड़की पटाने के चक्कर में
15 लड़के पटा चुका हूँ
![]()

Hehe Nahi nahi,baarish mein bhigne ke baad agar fever hogyi toh doctor se dabai nahi khaani na hi injection fodhni hai.J
Jubin ka ya Neha ka song sunlo baris me bhigne ka man karega

Hehe mein toh mazak kar raha thaIs mausam ki baris se fever nai Hoti aasman ne chup k se kaha mujhe, wo nai to Kya huwa un k song to he jubin ka song sunlena acha lagega
