Hmm ye sahi hai waise sunflower subah me dikh jata mujhe idhar udhar kahin na kahinP
Phir sunflower kehdo only Shubha dekhenge ye to gawara he na![]()
Nazariye ka faraq bhi hota haiPar Baki BHI dekhenge uska Kya
Ab kahin chipa to sakta nahi usko kisi ko chipa k azaadi chin lo isme meri tauhin hogi jiPar Baki BHI dekhenge uska Kya
Uska sun to mai hi hoonNajar to najar he na najariya se Kya Lena dena us to lower ko uske paas ye sab ki liye phursad kaha sun ko niharne k siwa![]()
Mere sunflowers koi dekhe mujhe apne flower pe bhrosa hai wo pyar se sirf mujhe hi dekhegaPhir Chand ko dekhna gawara kyu nai, Sundar chiz dekhne k liye hote he use dekhke sookon hota he jalan nai , bechari Chand ko Jo BHI dekhe he to wo aasman ki hi na![]()
Mai cool wala sun hu usko cooling deta rahunga murjhane nahi dunga waqt se pahleAasman aur sharti ka Kaisa mel , na wo jaa sakti na sun aa Sakta bas ek dujhe ko niharte huye sunflower usi sun k ishq me tapke murjha jati he aur San uska haal dekh k aur jal jaata he![]()
Bhrose pe hi duniya qayam haiGood luckaisa hi ho jindagi me sab Kam ho chalega par bharosa Kam hono nai chaiye
![]()
Kbhi sun ko december me pyar se dekhna pta chlega kitna cool hota haiSun cool nai hota pagal
Apki bat sahi hai lekin abhi hai jis din pura bhrosa duniya se uth chlega us din sab khtm ho jayegaPar duniya me bharosa gum ho Chuka he![]()
Ap kaho or mai na manu ye to hi ni skta mujhe hai bhrosa bahut apne flower peLagta he bharosa he duniya me mujhe to nai lagta ,,bas kahawat he abhi na mummy papa ko bacho pe he na dosto pe pata nai chalta kab kaise rang badlenge har isi dar me jite he , bad dar hi dar he aur Kuch nai
Maano ya na mano
Raat bhar dekhe matlab meh kuch samjhi nehi....मै उसको चाँद कह दू ये मुमकिन तो है,
मगर... लोग उसे रात भर देखें ये मुझे गवारा नहीं…..!!!View attachment 231754
Uske dil ki wo jane mai to apne dil ki janu mohbbat karta hu apne flower seAchi baat he use BHI ho bharosa waisa he jaisa Tum ko he![]()
Chand ko log dekhte hai na wahi samjho to line pe mat jao bhavnao ko smjhne ki koshish karoRaat bhar dekhe matlab meh kuch samjhi nehi....
Ache flower ki pahchan hai mujheBin Jane bharosa![]()
Mai sab kuch hu apne flower kaSun nai ab to bhamre ho Kya![]()
मै उसको चाँद कह दू ये मुमकिन तो है,
मगर... लोग उसे रात भर देखें ये मुझे गवारा नहीं…..!!!View attachment 231754