Jo tumhein chahe, wo ibadat hai,
Uski khamosh duaon ka kya?
Jo tumhare liye roye, wo rehmat hai,
Uski bikharti wafaon ka kya?
Jo tumhare liye tadpe, wo ishq-e-kamil hai,
Uski bechain aahon ka kya?
Tujhe wo mil gaya jise tune chaha,
Magar jo tere bina tanha reh gaya...
uski be-panah chahton...