typing......
Newbie
हम तोहफ़े में घड़ियाँ तो दे देते हैंUnhone pucha ki tohfe me kya chhaiye ,
Hamne kha wo mulakat jo kabhi khatm na ho
इक दूजे को वक़्त नहीं दे पाते हैं
हम तोहफ़े में घड़ियाँ तो दे देते हैंUnhone pucha ki tohfe me kya chhaiye ,
Hamne kha wo mulakat jo kabhi khatm na ho
wonderful and very true.हम तोहफ़े में घड़ियाँ तो दे देते हैं
इक दूजे को वक़्त नहीं दे पाते हैं
धन्यवाद दोस्तwonderful and very true.
"अंदाज़ अपना देखते हैं आइने में वो,
और ये भी देखते हैं कोई देखता न हो।
Feel free to share your Shayari
Gustakhi ki zaroorat nahi, huzoor, aaina sach hi dikhata hai,gustaki maaf ho hajur, ye bhram ki parda hataiye
Us aine me aap ho ya koi aur, dekh k hamko bhi bataaiye
Sorry its not my brain child . Took help of ChatGPT.Gustakhi ki zaroorat nahi, huzoor, aaina sach hi dikhata hai,
Usmein chehra chahe kisi ka ho, aks toh dil ka nazar aata hai!

Njre yu churao ge to aine bhi dhoka kha jayegaGustakhi ki zaroorat nahi, huzoor, aaina sach hi dikhata hai,
Usmein chehra chahe kisi ka ho, aks toh dil ka nazar aata hai!
Itna bhi na chhupao apni adaon ko,Njre yu churao ge to aine bhi dhoka kha jayega
Kya dikhaye kya nai, use bhi najar na aayega
nyc"अंदाज़ अपना देखते हैं आइने में वो,
और ये भी देखते हैं कोई देखता न हो।
Feel free to share your Shayari
Aine to bas wahi chahare dikhayeItna bhi na chhupao apni adaon ko,
Aaina bhi taras jaaye tumhari nazron ko
Aankhein uthakar dekhne ki zaroorat kya hai,Aine to bas wahi chahare dikhaye
Kabhi palke utha k dekhna
Aap ki najar mekahi wo najar na aaye
![]()
Thank you @Seerat
bAtao jara Ye Najre kyu chupa rahe hoAankhein uthakar dekhne ki zaroorat kya hai,
Jo dil mein basta hai, woh nazron se chhupta kahan hai!
Chori toh hui hai, magar dil ka pata nahi,bAtao jara Ye Najre kyu chupa rahe ho
Chori ho gai he ya khudko hi chura rahe ho .......dill
Chal to bahaki bahaki lag rahi hain
Kisi ki ya apni hi kahani sunarahe ho
![]()
Dill lagi ajnabiyo se nai karibo se hoti hainChori toh hui hai, magar dil ka pata nahi,
Kahani meri hai, par kirdaar koi ajnabi nahi!
Dil diya hai toh ghabrana kaisa janab,Dill lagi ajnabiyo se nai karibo se hoti hain
Dill diya he to janab.haalat garibo si hoti hani![]()
