• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Baat tab ki hai, jab tum sirf mere the

Haakuji

Favoured Frenzy
Kabhi-kabhi dil puchhta hai ki galti kahan hui thi? Humne toh bas toot kar chaha tha, shayad yahi meri sabse badi galti thi.

Log kehte hain waqt ke saath har zakhm bhar jaata hai. Par sach toh ye hai ki waqt sirf sehna sikhaata hai, dard wahi ka wahi rehta hai.

Aaj bhi jab raat ke sannate me tumhari aawaz kaan me goonjti hai, toh dil ek pal ke liye ruk jata hai.

Maine seekh liya hai sabke samne muskurana, sabko ye dikhana ki main theek hoon. Lekin raat ke andhere me, jab takiye me mooh chhipakar rota hoon, tab pata chalta hai ki andar se kitna toot chuka hoon.

Sabse zyada dard tab hota hai jab pata chalta hai ki jiske bina hum ek pal nahi jee sakte the, wo hamare bina kitna khush hai...
Tumne toh bas ek pal me rishta tod diya,
Par mera kya? Jo aaj bhi har duaa me sirf tumhein hi maangta hai.
 
Bahut tute hue lagte ho
 
Haa sahi kaha real incident par hai aayi thi Meri bhi Life Mai ek ladki jise Maine khud se bhi jyada pyaar Kiya tha
Efforts dono taraf se hote h agar tum usko chahte wo ni to wahan kuch baat hi ni ese ni rok sakte jo jana chahti ho
 
Kabhi-kabhi dil puchhta hai ki galti kahan hui thi? Humne toh bas toot kar chaha tha, shayad yahi meri sabse badi galti thi.

Log kehte hain waqt ke saath har zakhm bhar jaata hai. Par sach toh ye hai ki waqt sirf sehna sikhaata hai, dard wahi ka wahi rehta hai.

Aaj bhi jab raat ke sannate me tumhari aawaz kaan me goonjti hai, toh dil ek pal ke liye ruk jata hai.

Maine seekh liya hai sabke samne muskurana, sabko ye dikhana ki main theek hoon. Lekin raat ke andhere me, jab takiye me mooh chhipakar rota hoon, tab pata chalta hai ki andar se kitna toot chuka hoon.

Sabse zyada dard tab hota hai jab pata chalta hai ki jiske bina hum ek pal nahi jee sakte the, wo hamare bina kitna khush hai...
Tumne toh bas ek pal me rishta tod diya,
Par mera kya?
Jo aaj bhi har duaa me sirf tumhein hi maangta hai.

Dard Lafzon mein saaf jhalak raha hai, aur itne gehre dukh se guzarna sach mein bahut bhari hota hai.

Kisi ko toot kar chahna koi galti nahi hai , ye aapke dil ki pakizgi aur sachai dikhata hai. Lekin jab wahi rishta toot ta hai , toh aisa lagta hai jaise zindagi ka ek hissa hi chhin gaya ho.

Agar aap dard ko lafzon mein pirokar thoda sukoon paana chahte hain , toh Aapke jazbaat ko bayaan karti hue ek shayari hai :-

Toot Kar Chahne Ka Dard

Humne toh dil se unhein apni takdeer maana tha ,
Unka har ek jhooth bhi ek fasana maana tha.

Log kehte hain waqt zakhm bhar deta hai magar,
Waqt ne toh bas humein dard chhupana sikhaya hai.

Din dhal jaata hai zamane ko muskurakar dikhane mein ,
Asal qayamat toh raat ka andhera lekar aata hai.

Wo khush hain apni duniya mein hamare bina ,
Aur ek hum hain jo aaj bhi duaon mein unhein maangte hai.

{ Keep Smiling }

91793ff23d3d56d37f68411f228c7d7d.jpg
 
View attachment 430032
Ab mujhe us ke alawa kisi se pyaar nhi hoga
 
Top