Flame.
Favoured Frenzy
Tumhe kya banna achaa lagta hai
Mujhe sabki kahani mai ek kirdar banna achha lagta hai ,
Log toh chale jaate hai apne baato se mukar ke mujhe wafadar rehna acha lagta hai
Waise lakho khamiya hai mujhmai , lekin mujhe jimmedar banna acha lagta hai .
Sab toh thokre deke chale jaate hai lekin par mujhe madatgar banna acha lagta hai
Sabki kahaniyo mai acha na raha kirdar mera mujhe kuch ke kahaniyo
mai Gunehegar banna achha lagta hai
Mujhe sabki kahaniyo mai ek kirdar banna acha lagta hai.

forum m?