• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Ikraar Kya Hoti Hai...?

Aarzooo

Wellknown Ace
Koi humse poochho,
Ki ikraar kya hoti hai...
Beshaq aapko hum batayenge,
Ikraar karke batayenge...

Jab zubaan tak aate-aate,
Lafz thehar jaate hain,
Tab aankhon ki nami se,
Dil ke raaz bayaan ho jaate hain...

Jab lafz bhi bayaan na kar paayein,
Jab khamoshiyan bhi samjha na paayein,
Tab haath thaam kar,
Seene se laga kar,
Apni dhadkanon se karenge hum ikraar...

Woh mohabbat bhi kya,
Jo bas dil mein chhupi reh jaaye...?
Woh ikraar hi kya,
Jo labon tak aakar bhi adhura reh jaaye...?

Koi humse poochho,
Ki ikraar kya hoti hai...
Beshaq aapko hum batayenge,
Ek baar nahi, har baar,

Mohabbat ka ikraar karke batayenge... ❤️

1000983837.jpg
​
 
View attachment 438041
​
Lafzon se pare dhadkanon se ikraar kitni khoobsurti se rooh tak utar jaane wali mohabbat ko bayaan kiya hai Har ek misra dil ko chhoo gaya Behad lajawab aur dilkash tehreer! ✨❤️
 
Ikraar ke baad ka aitbaar (Gehra aur Roohani)
Tum ikraar ki baat karte ho

hum us ikraar par jaan nisaar kar denge
Tum bas ek baar haath thaam kar toh dekho
hum zindagi bhar ke liye tum par aitbaar kar denge
Jo dabi hai tumhare seene mein dhadkan bankar
usi saans ko hum apni taqdeer ka shumaar kar denge.✨❤️
Khamoshi aur Aankhon ka jawab (Nazuk aur Shayarana)
Jab labon par aakar thehrega lafz tumhara

hum palkein jhuka kar har baat samajh lenge
Tumhe lafzon ki zaroorat hi kahan padegi
hum tumhari aankhon ki nami se hi dil ka haal padh lenge
Woh ikraar jo tum dhadkanon se karoge
usse hum rooh ki aakhri saans tak mehfooz rakh lenge.✨
Inkaar ki fiza ko mitana (Pur-kashish aur Romantic)
Tumne toh ikraar ki baat keh kar

har inkaar ka wajood hi mita diya
Jo raaz chup the ab tak dil ke kone mein
aaj unhe dhadkanon ka geet bana diya
Ek baar nahi sau baar sunenge hum
jo tumne mohabbat ko itni shiddat se saza diya. ❤️
Chhota aur seedha dil ko chhoone wala
Tum ikraar karne ki baat karte ho

hum toh kab se us ikraar ke intezaar mein the
Dhadkanon se sunne ki zaroorat hi nahi
hum toh tumhari khamoshi ke bhi talabgaar the.
 
Wow... ❤️
It feels ecstatic when someone takes effort to appreciate and reciprocate our work.. Thankyou so much..
 
Koi humse poochho,
Ki ikraar kya hoti hai...
Beshaq aapko hum batayenge,
Ikraar karke batayenge...

Jab zubaan tak aate-aate,
Lafz thehar jaate hain,
Tab aankhon ki nami se,
Dil ke raaz bayaan ho jaate hain...

Jab lafz bhi bayaan na kar paayein,
Jab khamoshiyan bhi samjha na paayein,
Tab haath thaam kar,
Seene se laga kar,
Apni dhadkanon se karenge hum ikraar...

Woh mohabbat bhi kya,
Jo bas dil mein chhupi reh jaaye...?
Woh ikraar hi kya,
Jo labon tak aakar bhi adhura reh jaaye...?

Koi humse poochho,
Ki ikraar kya hoti hai...
Beshaq aapko hum batayenge,
Ek baar nahi, har baar,

Mohabbat ka ikraar karke batayenge... ❤️

View attachment 438041
​
bahot khub bayan kiya hai ikraar ko. Pahali baar Hindi / Urdu likhi hai to yakeenan ye behatar hai.

इकरार होती नाही... इकरार होता है | ये एक पुल्लिंग शब्द है |
 
bahot khub bayan kiya hai ikraar ko. Pahali baar Hindi / Urdu likhi hai to yakeenan ye behatar hai.

इकरार होती नाही... इकरार होता है | ये एक पुल्लिंग शब्द है |
Oooo.. :D I thought since I'm girl it becomes hoti.. ;)
 
Koi humse poochho,
Ki ikraar kya hoti hai...
Beshaq aapko hum batayenge,
Ikraar karke batayenge...

Jab zubaan tak aate-aate,
Lafz thehar jaate hain,
Tab aankhon ki nami se,
Dil ke raaz bayaan ho jaate hain...

Jab lafz bhi bayaan na kar paayein,
Jab khamoshiyan bhi samjha na paayein,
Tab haath thaam kar,
Seene se laga kar,
Apni dhadkanon se karenge hum ikraar...

Woh mohabbat bhi kya,
Jo bas dil mein chhupi reh jaaye...?
Woh ikraar hi kya,
Jo labon tak aakar bhi adhura reh jaaye...?

Koi humse poochho,
Ki ikraar kya hoti hai...
Beshaq aapko hum batayenge,
Ek baar nahi, har baar,

Mohabbat ka ikraar karke batayenge... ❤️

View attachment 438041
​
Kuch ehsaas lafzon se nahi, dil se bayaan hote hain… aur jab mohabbat sachhi ho, toh ikraar sirf ek baar nahi, har roz apnepan se hota hai. ❤️✨
 
Lovely...
 
Top