pettni
Active Ranker
Ek ladka ek din ghumne nikla. Achanak mulakat hui ek bohot gayani baba se .
Baba ko usne pucha : "achha baba me itta dukhi q hoon? "
baba ne bola ishka jawab wo tab hi denge jab ladka gyan prapt karke baba k pas aye ga .
Ladke ne 19 saal gyan prapti k baad baba k pas lota ,
baba ne bola: " tum isiliye dukhi ho q ki tum bohot kamjor ho dil ke. kisi ki baat pe pighal jate ho or akhir me khudko akela pate ho . Mere pass iska hal h "
Ladka pucha: " kya hal baba?"
Baba: " purb k jangal k bich ek mahel h waha sidhe jana tumko apna hal pata chal jayega"
Usne wahi Kiya jo baba ne kaha , jangal k bich mahel me gaya waha usko pehle Mila ek Chandni ka bohot bada darwaja then ej sone ka or akhir me ek hire ka. Usko kholne k baad usne dekha ( q bataoon pehle ap bhi uski tarha 19 saal gyan prapt karke ao ) bye good night