Haakuji
Epic Legend
Kuch log mile toh laga safar khoobsurat hai,
kuch bichhde toh samjha, safar zaroori tha.
Jo dil ke kareeb the, woh yaadon mein reh gaye,
aur jo door the… woh bhi kuch sikha gaye.
Ab na kisi ke aane ki khushi hai,
na kisi ke jaane ka gham,
bas khud ke saath chalna seekh liya hai…
kyunki aakhir mein humsafar bhi hum,
aur raasta bhi hum. ️