• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Sabaq-e-Ishqqq...

saumunda01

Wellknown Ace
Pyaar ek meetha dhokha hai, aur humne bade shauq se khaaya hai,
Thoda theekha, thoda namkeen sa, ab yehi hissa humare aaya hai!

Kabhi be-wajah hasa diya, toh kabhi khul ke rulaya iss pyaar ne,
Banda theek-thaak bhala tha, kya se kya banaya iss pyaar ne!

Vehle to hum pehle bhi the dunya ki nazar mein lekin,
Poori tarah 'nikamma aur naakaara' bana diya iss pyaar ne!

Ajeeb sa lafz hai 'ishq', tauba karo sabhi mere yaaro,

Sikhaaya toh bohot kuch, par antt mein bas rulaya iss pyaar ne!
 
Mat karo yun ishq ko badnaam, ismein ishq ki khata nahi,
Mehboob aapko bewafa mila, ismein ishq ko dosh dena sahi nahi.
Ishq toh aaj bhi utna hi paak hai, jitna pehle hua karta tha,
Bas har shakhs mohabbat ke layak ho, ye zaroori to nahi
 
Pyaar ek meetha dhokha hai, aur humne bade shauq se khaaya hai,
Thoda theekha, thoda namkeen sa, ab yehi hissa humare aaya hai!

Kabhi be-wajah hasa diya, toh kabhi khul ke rulaya iss pyaar ne,
Banda theek-thaak bhala tha, kya se kya banaya iss pyaar ne!

Vehle to hum pehle bhi the dunya ki nazar mein lekin,
Poori tarah 'nikamma aur naakaara' bana diya iss pyaar ne!

Ajeeb sa lafz hai 'ishq', tauba karo sabhi mere yaaro,

Sikhaaya toh bohot kuch, par antt mein bas rulaya iss pyaar ne!
Ishq ne Galib nikamma kar diya warna hum bhi aadmi the kam ke. :nerdy:
 
Pyaar ek meetha dhokha hai, aur humne bade shauq se khaaya hai,
Thoda theekha, thoda namkeen sa, ab yehi hissa humare aaya hai!

Kabhi be-wajah hasa diya, toh kabhi khul ke rulaya iss pyaar ne,
Banda theek-thaak bhala tha, kya se kya banaya iss pyaar ne!

Vehle to hum pehle bhi the dunya ki nazar mein lekin,
Poori tarah 'nikamma aur naakaara' bana diya iss pyaar ne!

Ajeeb sa lafz hai 'ishq', tauba karo sabhi mere yaaro,

Sikhaaya toh bohot kuch, par antt mein bas rulaya iss pyaar ne!
Bapre ankh gaya mera◉⁠‿⁠◉
 
Top