Siyaa004
Newbie
️Waha jaha main ji paati hun
Apne jazbaaton ko si paati hun,
Nahi hota koi mujhe rokne ya tokne wala
Main khud ki ichhao sy apni duniya bnati hun,
Bhula kar saare sikwa gila ko mein
apni hi dhunn mein kho jaati hun,
Koi puchhe jo tumhari pasandida jagah kaun si hain
Main has kar apne Sitaron Ki Duniya btati hun..!!
️