Har koi waada karta hai, par har koi nibha nhi pataWaade Karna asaan hota
Lekin nibhapana mushkil
Shyad yahi vajah hai unke
Tut Jane kiView attachment 426369
Bilkul sahi kaha ji, rishton ko mazboot banaye rakhne ke liye pyaar se zyada samjh aur baatcheet zaruri hoti hai
Galtfahmiyon door ho sakti hai, bas ego ko ek taraf rakhna padta haigaltiyon se juda tu bhi nahin, main bhi nahin,donon insaan han,
khuda tu bhi nahin, main bhi nahin.
tu mujhe aur main tujhe ilzaam dete han, magarapne andar jhankta tu bhi nahin, main bhi nahin.
galtfahmiyon ne kar di donon mein paida duriyan,
varna fitrat ka bura tu bhi nahin, main bhi nahin.
Kyi baar galtfemi nhii mauka hotagaltiyon se juda tu bhi nahin, main bhi nahin,donon insaan han,
khuda tu bhi nahin, main bhi nahin.
tu mujhe aur main tujhe ilzaam dete han, magarapne andar jhankta tu bhi nahin, main bhi nahin.
galtfahmiyon ne kar di donon mein paida duriyan,
varna fitrat ka bura tu bhi nahin, main bhi nahin
Waade Karna asaan hota
Lekin nibhapana mushkil
Shyad yahi vajah hai unke
Tut Jane kiView attachment 426369
Arz Kiya Hai
Mohabbat mein kabhi kabhi
Waade tut jate h
Ishq ke kacche dhage
Tut jaate h
Kabhi na kabhi toh jhut
Bolta hoga chand bhi
Shyad iseliye ruth kar
Taare bhi tut jaate h
Wakt ke sath sath har shikve or gile door ho jate hai agar kici ko fark padta ho aap ke hone ka.Kyi baar galtfemi nhii mauka hota
TrueWakt ke sath sath har shikve or gile door ho jate hai agar kici ko fark padta ho aap ke hone ka.
Agar pyaar hai to Shak Kaisa,
Or agar nahi hai to haak Kaisa.
Zindagi Har Pal Kuchh Khaas Nahi Hoti,
Phoolo Ki Khushboo Hamesha Paas Nahi Hoti,
Milna Humari Takdeer Mein Tha Varna,
Itni Pyari Dosti ittefaaq Nahi Hoti...