Kartik227
Favoured Frenzy
I AM A PROBLEMATIC PERSON
Har rishta dil se nibhaya tha maine,
Har mod par khud ko mitaya tha maine.
Jiske liye sab kuch de diya,
Aakhir usi ki kahani mein "problematic" kehlaya maine.
Maine saath maanga tha, bojh banna nahi,
Maine pyaar kiya tha, dard dena nahi.
Phir bhi anjaam dekho is mohabbat ka,
Har galti ka doshi aur har pareshani ki wajah main hi thehraya gaya.