Shukria jnaabBehad khubsurat lines..
Shukria jnaabBehad khubsurat lines..
Shukria huzoorBahut khub...
Thank you cuttie @Aaradhyaaa"Beautifully expressed Every word carries deep emotions… truly felt the pain and honesty behind these lines.![]()
Mat chaho kisi ko itna k baad m rona pad jye duniya mann se nhi matlab se pyar krti haihaanji mushkil to hoti hai
par kyaa kre ishq hai
jabtk mushkile nhi ho tabtak sukoon khaa ata ishq mai
sochungi utna ki rone ki jrurat naa pdeMat chaho kisi ko itna k baad m rona pad jye duniya mann se nhi matlab se pyar krti hai
Na bandan hai na he koi fere hai bus ek ehsaas he toh jisme woh tere haisochungi utna ki rone ki jrurat naa pde
Jab jab girungi khi gamm mai kabhi
uski wo saari yaadein aa mere sath khade
Boliye kuchNa bandan hai na he koi fere hai bus ek ehsaas he toh jisme woh tere hai![]()
Sahi kha!!Na bandan hai na he koi fere hai bus ek ehsaas he toh jisme woh tere hai![]()
Coffe ka mug toh peete h jeete thodi hSahi kha!!
Mere ahsaas bas mere nahi
Unki yaadon ke rhne kaa ghar hai
Jab kabhi Wo mujhse ya mai unse rutth jaau
To aa jate hai ghar ki ak balcony mai
Dono sang haath thaam liye cofee ka mug
Jeete hai fir se wahi sunhre pal
Jo kabhi hakiqat theyy hi nahi...
lgta hai pdhne mai dhyaan nhi dia aapneCoffe ka mug toh peete h jeete thodi h
Jindagi m bar bar koi sahara nhi milta bar bar koi pyar se pyara nhi milta hai jo pas usse hmesa sambhal k rkhna warna khokr woh dubara nhi miltaSahi kha!!
Mere ahsaas bas mere nahi
Unki yaadon ke rhne kaa ghar hai
Jab kabhi Wo mujhse ya mai unse rutth jaau
To aa jate hai ghar ki ak balcony mai
Dono sang haath thaam liye cofee ka mug
Jeete hai fir se wahi sunhre pal
Jo kabhi hakiqat theyy hi nahi...
Sahara dhundhte wo jo hote hai kaayarJindagi m bar bar koi sahara nhi milta bar bar koi pyar se pyara nhi milta hai jo pas usse hmesa sambhal k rkhna warna khokr woh dubara nhi milta
To suno is pr ek lineSahara dhundhte wo jo hote hai kaayar
Pyaar koi matlabi nhi jaise ho baishakhi
Pyaar pyaara hoga beshak jnaab
Kho gaya kahin to wo pyaar nhi hota
Jo kho hi jaaye wo insaan apna nahi hota
M jindagi m usse khush dekhne k liye apni jaaan b gawa sakta huSahara dhundhte wo jo hote hai kaayar
Pyaar koi matlabi nhi jaise ho baishakhi
Pyaar pyaara hoga beshak jnaab
Kho gaya kahin to wo pyaar nhi hota
Jo kho hi jaaye wo insaan apna nahi hota
Dikhte ho bade matlabi insaaanM jindagi m usse khush dekhne k liye apni jaaan b gawa sakta hu
Ab bolo speech less
Matlabi hona fitraat m nhi hmari memsaabDikhte ho bade matlabi insaaan
Karte ho apne jee ko pareshaan
Kya pata wo tumhre bin yun hi khush ho
Kyun dete ho fir apni jaan
Hona hi to ho jaao desh par kurbaan
I can't remain speechless... hehehe
Yehi galat fahmi nasoor bna deti zindagi kohaanji mushkil to hoti hai
par kyaa kre ishq hai
jabtk mushkile nhi ho tabtak sukoon khaa ata ishq mai
Yeh mat pucho ki kaisi insaan hoon
Karoge yaad, Aesi insaan hoon
Mera naam aur nasal kyun puchte ho
Jaleel, Beijjat aur tabaah insaan hoon
Pehchaan aur kya iss ke siva ho
Ki mai bhi aap jaisi insaan hoon
Zamaane ke jhamelo se mujhe kyaa
Meri jaan! mai tumhra pyaar hoon
Chale aaya karo meri taraf bhi
Mohabbat karne wali insaan hoon
Pyaar mai kami beshi naa jaaano
Mehboob, Mai akeli insaan hoon
Guzaarun ak jaisa waqt kabtak
Koi Pathhar hoon main ya insaan hoon
Jaan, aa jaao mere saath lekin
Main ak bhatki hui si insaan hoon