• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Najaro ke teer❤️

Apni Nazron Ke Teer Mujh Per Yoon Na Chalaaya Karo
Aise Na Muskura Kar Mujh Ko Apna Deewana Banaaya Karo
Hosh Kho Deta Hun, Main Tumhare Khyaalon Mein
Aise Na Madhosh Ho Kar Mujhe Seene Se Lagaaya Karo …
Wah wah
Kya baat hai...

Ab jo tum lg gye ho gale
To yun dur na jaye kro,
Dil apna dhadkne do ab to
Sath hi Mera Dil dhadkaya kro...
 
Apni Nazron Ke Teer Mujh Per Yoon Na Chalaaya Karo
Aise Na Muskura Kar Mujh Ko Apna Deewana Banaaya Karo
Hosh Kho Deta Hun, Main Tumhare Khyaalon Mein
Aise Na Madhosh Ho Kar Mujhe Seene Se Lagaaya Karo …
Behtreen bro..
 
Top