• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Not my work

BellaLuna

Favoured Frenzy
Jab mai umer k raste mai
Chup chap bikhar jaata
Ek din bhi agar apni
Tanhayee se dar jaata

Aur mai tarak e taluq par
Zinda hoon so mujrim hoon
Kaash us k liye jeeta
Apne liye mar jaata

Aur us jaan e takkalum ko
Tum mujse tou milwate
Taskheer na kar paata
Hairan tou kar jaata
 
Jab mai umer k raste mai
Chup chap bikhar jaata
Ek din bhi agar apni
Tanhayee se dar jaata
Aur mai tarak e taluq par
Zinda hoon so mujrim hoon
Kaash us k liye jeeta
Apne liye mar jaata
Aur us jaan e takkalum ko
Tum mujse tou milwate
Taskheer na kar paata
Hairan tou kar jaata
Kya baat hai...
kitni khoobsurati se dard aur jazbaat ke dhaagon se piroyi hui hai aapki ye nazm...

har lafz jaise dil se nikala ho,
aur seedha dil mein utar gaya.
khaas taur par ye panktiyaan

"Kaash us ke liye jeeta, apne liye mar jaata"
kya gahara ehasaas hai isamen...
ishq kee vo inteha jahaan insaan apanee hastee bhee bhula de.

aap bahut khoobasoorat andaaz mein jazbaat bunate hain...
 
Jab mai umer k raste mai
Chup chap bikhar jaata
Ek din bhi agar apni
Tanhayee se dar jaata

Aur mai tarak e taluq par
Zinda hoon so mujrim hoon
Kaash us k liye jeeta
Apne liye mar jaata

Aur us jaan e takkalum ko
Tum mujse tou milwate
Taskheer na kar paata
Hairan tou kar jaata
Will you accept your love/friend/partner only if his thought s are like you said in your poem? :sad1::cool:
 
Kya baat hai...
kitni khoobsurati se dard aur jazbaat ke dhaagon se piroyi hui hai aapki ye nazm...

har lafz jaise dil se nikala ho,
aur seedha dil mein utar gaya.
khaas taur par ye panktiyaan

"Kaash us ke liye jeeta, apne liye mar jaata"
kya gahara ehasaas hai isamen...
ishq kee vo inteha jahaan insaan apanee hastee bhee bhula de.

aap bahut khoobasoorat andaaz mein jazbaat bunate hain...
I don't know about the writer of this poem... But I loved it's every Verse that's why uploaded here
 
Jab mai umer k raste mai
Chup chap bikhar jaata
Ek din bhi agar apni
Tanhayee se dar jaata

Aur mai tarak e taluq par
Zinda hoon so mujrim hoon
Kaash us k liye jeeta
Apne liye mar jaata

Aur us jaan e takkalum ko
Tum mujse tou milwate
Taskheer na kar paata
Hairan tou kar jaata
Beautifully written
 
Top