• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Sayari dil se

Hajaro se baat bigadi thi jab tujhe apnaya tha !!
Lakin tu bhi wahi nikali ji logo ne bataya tha,!!★★
 
††††★★★Baat yeh hai ki tere bina jee nhi saktein †††★★★
Baat yeh hai ki tere bina jeena nhi chahate!!!!!!!★★★
 
Gour farmaye thoda majak hai
Ishq ke khel mein accho accho ka kissa nippat gya,
Ishq ke khel mein accho accho ka kissa nipat gya
Tumari to Mohabbat sacchi thi ki tumara bhi katt gya
 
Kitna accha hota na agr is char din ki Mohabbat k naseeb mein jindagi bhar ka dard na ata mere hisse mein thodi si khushiya hoti tere hisse m b thoda sa gum aaaata.,............ :fingercross:
 
ना वो सुन सका ना मे कह सकी उसे
जो हाल -ए - दिलिकी बया अब सुनाऊ किसे
Kitna accha hota na agr is char din ki Mohabbat k naseeb mein jindagi bhar ka dard na ata mere hisse mein thodi si khushiya hoti tere hisse m b thoda sa gum aaaata
 
Is duniya mein silent sacrifices hum ladke he karte hai
Woh chahe apke liye kuch yaha tk Jaan nyochawar b kr skta h
Woh Bina kisi jiggak k 100 kadam chl skta h aapke liye
Aap uske liye ek kadam chlke toh dekho
Uski ankhon ki khamoshiya kitna kuch keh jati h aapko bus padna Anna chye
Hmm good
 
काश तेरे जैसा मैं और मेरे जैसा तू होता
ये दिल और ये आँख ऐसे न रोता
ये तेरी बेरुखी किंतना सताती हैँ
जब भी पुछु इन हवाएं को तो
तेरी बारे मे कुछ और बताती हैँ
:think1:
Bula dege tumko thoda sabar toh rakho
Rag rag m akar basee ho thoda waqt toh lagega :smoking:
 
Barsat ka maja lena chahte ho toh in ankho mein aaa beitho woh barso mein kai bar barasti h aur yeh barso se baras rahi hai :smoking:
 
LO AZAD KAR DIYA AAJ UNHE
JO HAMARE DIL MEIN REH KAR DUSRO K KHWAAB DEKHA KARTEIN THE............

:cool1:
 
काश तेरे जैसा मैं और मेरे जैसा तू होता
ये दिल और ये आँख ऐसे न रोता
ये तेरी बेरुखी किंतना सताती हैँ
जब भी पुछु इन हवाएं को तो
तेरी बारे मे कुछ और बताती हैँ
:think1:
Udaash chera bhi khil jata hai,
Woh itni khaash hai mere liye
 
Yeh pyar ka khel he azeeb hai agr Humsafar mil jye toh sb kuch hasil ,
Na mile toh dil mein gum aur ankhe hmesa num
तू ही बता दे जरिया कोई और जीने का,
शौक़ आदत में बदल रहा है पीने का !
 
Top