• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

ABB TERA ISHQ BHUL JAYE..!!❤️

Qaynaat

Shayri Queen of zozo(⁠◍⁠•⁠ᴗ⁠•⁠◍⁠)⁠❤
VIP
Senior's
Posting Freak
Abb tera ishq bhul jaye toh behtar hai..!!
Tu abb Laut kar na aaye toh behtar hai..!!❤️

Zindagi abb zindagi na rahi, magar kya kahe..!!
Tere sath jitni guzri usse toh behtar hai..!!❤️

Tum keh Gaye the khush rehna mere baad Magar...
Iss tarha ki khushi se toh gham behtar hai..!!❤️

Mujhe chhod kar tumne chuna kisi aur ko...
Chalo Maan liya woh tumhare liye behtar hai..!!❤️

Beshaq rulati hai magar bewafa toh nhi hai..
Tumhare chale jaane se toh Tmhari yaade behtar hai...!!❤️
 
"दूरियां इतनी बढ़ जाएंगी मालूम ना था I
वो बाबू से बेवफा बन जाएंगे मालूम ना था I
हम उनके लिए पागल हो जाएंगे मालूम ना था I
जो अपना चेहरा हमारी आँखों में देखते थे I
वो आईना बदल लेंगे मालूम ना था I
ऐसे बरसेगी उसकी यादें सन्नाटे में मालूम ना था I

दूरियां इतनी बढ़ जाएंगी मालूम ना था I"
 
Tujhe Chah Ke Kaise Kisi
Aur Ki Chah Karu....❤️

Tujhe Bhool Ke Kyu Khud Ko
Tabaah Karu....❤️

Tu To Zindagi Hai Meri.....❤️

Fir Kyu Kisi Aur Ko Soch Ke
Gunaah Karu....❤️
 
Abb tera ishq bhul jaye toh behtar hai..!!
Tu abb Laut kar na aaye toh behtar hai..!!❤️

Zindagi abb zindagi na rahi, magar kya kahe..!!
Tere sath jitni guzri usse toh behtar hai..!!❤️

Tum keh Gaye the khush rehna mere baad Magar...
Iss tarha ki khushi se toh gham behtar hai..!!❤️

Mujhe chhod kar tumne chuna kisi aur ko...
Chalo Maan liya woh tumhare liye behtar hai..!!❤️

Beshaq rulati hai magar bewafa toh nhi hai..
Tumhare chale jaane se toh Tmhari yaade behtar hai...!!❤️
:blush:
 
"दूरियां इतनी बढ़ जाएंगी मालूम ना था I
वो बाबू से बेवफा बन जाएंगे मालूम ना था I
हम उनके लिए पागल हो जाएंगे मालूम ना था I
जो अपना चेहरा हमारी आँखों में देखते थे I
वो आईना बदल लेंगे मालूम ना था I
ऐसे बरसेगी उसकी यादें सन्नाटे में मालूम ना था I

दूरियां इतनी बढ़ जाएंगी मालूम ना था I"
Behadd khubsurat Sher(⁠✿⁠ ⁠♡⁠‿⁠♡⁠)(⁠✿⁠ ⁠♡⁠‿⁠♡⁠)
 
Abb tera ishq bhul jaye toh behtar hai..!!
Tu abb Laut kar na aaye toh behtar hai..!!❤️

Zindagi abb zindagi na rahi, magar kya kahe..!!
Tere sath jitni guzri usse toh behtar hai..!!❤️

Tum keh Gaye the khush rehna mere baad Magar...
Iss tarha ki khushi se toh gham behtar hai..!!❤️

Mujhe chhod kar tumne chuna kisi aur ko...
Chalo Maan liya woh tumhare liye behtar hai..!!❤️

Beshaq rulati hai magar bewafa toh nhi hai..
Tumhare chale jaane se toh Tmhari yaade behtar hai...!!❤️
❤Tere Sath Guzre Wo lamhe Behtar The
Har Raat me Tera Khwab Me Aana Behtar Tha
Tera meri Galti Pe Tokna Behtar Tha
Teri Mere Liye Care , Parvaah Behtar The

Aaj Bhi Tu Behtar Hai, Tera Ishq Behtar Hai❤
 
Jo Mila woh behtar nahi tha...!!
Jo hai woh behtar hai....!!
Or Jo milega woh behtareen hoga...!!
❤️❤️❤️
 
Abb tera ishq bhul jaye toh behtar hai..!!
Tu abb Laut kar na aaye toh behtar hai..!!❤️

Zindagi abb zindagi na rahi, magar kya kahe..!!
Tere sath jitni guzri usse toh behtar hai..!!❤️

Tum keh Gaye the khush rehna mere baad Magar...
Iss tarha ki khushi se toh gham behtar hai..!!❤️

Mujhe chhod kar tumne chuna kisi aur ko...
Chalo Maan liya woh tumhare liye behtar hai..!!❤️

Beshaq rulati hai magar bewafa toh nhi hai..
Tumhare chale jaane se toh Tmhari yaade behtar hai...!!❤️
Wo ishaq hi kya Jo bhula Diya Jaye ha ha ha
 
Top