• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Vyasat Ho gayi hoon...!!!

CuteBubble

Epic Legend
VIP
Posting Freak
Jindagi kitni vyasat ho gayi hai
Ki apne aapke liye hi waqt nahi...
Har khushi hai logon ke daaman mai
Par ak hasee ke liye waqt nahi...
Din Raat daudati dunia mai
Jindagi ke liye waqt nahi...
Maa ki lori ka ahsaas to hai
Par Maa ko Maa kehne ka waqt nahi...
Saare Rishton ko hum maar chuke
Ab unhe dafnaane ka waqt nahi...
Saare naam mobile mai hai
Par dosti ke liye waqt nahi...
Gairon ki kya baat kare
Jab apno ke liye hi waqt nahi...
Aankhon mai hai neend bhri
Par sone ke liye waqt nahi...
Dil hai gammo se bhara hua
Par rone ke liye waqt nahi...
Paiso ki daud mai aese daude
Ki thakkne ke liye waqt nahi...
Praaye ahsaaso ki kya kadar karein
Jab apne jazbaaton ke liye waqt nahi...
Dil mai bahut baatein hai btaane ke liye
Lekin unhe btaane ke liye hi waqt nahi..!!!
 
Jindagi kitni vyasat ho gayi hai
Ki apne aapke liye hi waqt nahi...
Har khushi hai logon ke daaman mai
Par ak hasee ke liye waqt nahi...
Din Raat daudati dunia mai
Jindagi ke liye waqt nahi...
Maa ki lori ka ahsaas to hai
Par Maa ko Maa kehne ka waqt nahi...
Saare Rishton ko hum maar chuke
Ab unhe dafnaane ka waqt nahi...
Saare naam mobile mai hai
Par dosti ke liye waqt nahi...
Gairon ki kya baat kare
Jab apno ke liye hi waqt nahi...
Aankhon mai hai neend bhri
Par sone ke liye waqt nahi...
Dil hai gammo se bhara hua
Par rone ke liye waqt nahi...
Paiso ki daud mai aese daude
Ki thakkne ke liye waqt nahi...
Praaye ahsaaso ki kya kadar karein
Jab apne jazbaaton ke liye waqt nahi...
Dil mai bahut baatein hai btaane ke liye
Lekin unhe btaane ke liye hi waqt nahi..!!!
Wah wah. Zindgi ki sachchai . 100% agreed.

Daud mein jeevan bekar ho gaya,
Thoda ruk jaa, waqt apna dular ho gaya.

Sab kuch hai par sukoon nahi,
Waqt hai par apnon ke liye junoon nahi.

Jindagi se bhaagte-bhaagte yeh haal hua,
Khushiyo ka naam bhi sirf sawaal hua.

Waqt ke bazaar mein hum bik gaye,
Apno se milne ka waqt khatam kar gaye.

Koi bat ni , tere Boss ko phone kar ke teri chuttia manjur karwa deta hu. Fir aaram se jo bhi bate dil me bhari hui padi hai btane ke liye , wo sab ek ek karke bta dena . Mai sun lunga. Ab khush? Then smile please. :hearteyes:
 
Wah wah. Zindgi ki sachchai . 100% agreed.

Daud mein jeevan bekar ho gaya,
Thoda ruk jaa, waqt apna dular ho gaya.

Sab kuch hai par sukoon nahi,
Waqt hai par apnon ke liye junoon nahi.

Jindagi se bhaagte-bhaagte yeh haal hua,
Khushiyo ka naam bhi sirf sawaal hua.

Waqt ke bazaar mein hum bik gaye,
Apno se milne ka waqt khatam kar gaye.

Koi bat ni , tere Boss ko phone kar ke teri chuttia manjur karwa deta hu. Fir aaram se jo bhi bate dil me bhari hui padi hai btane ke liye , wo sab ek ek karke bta dena . Mai sun lunga. Ab khush? Then smile please. :hearteyes:
Meri boss USA m rhti hai, Trump chchaaa ke desh mai
 
Jindagi kitni vyasat ho gayi hai
Ki apne aapke liye hi waqt nahi...
Har khushi hai logon ke daaman mai
Par ak hasee ke liye waqt nahi...
Din Raat daudati dunia mai
Jindagi ke liye waqt nahi...
Maa ki lori ka ahsaas to hai
Par Maa ko Maa kehne ka waqt nahi...
Saare Rishton ko hum maar chuke
Ab unhe dafnaane ka waqt nahi...
Saare naam mobile mai hai
Par dosti ke liye waqt nahi...
Gairon ki kya baat kare
Jab apno ke liye hi waqt nahi...
Aankhon mai hai neend bhri
Par sone ke liye waqt nahi...
Dil hai gammo se bhara hua
Par rone ke liye waqt nahi...
Paiso ki daud mai aese daude
Ki thakkne ke liye waqt nahi...
Praaye ahsaaso ki kya kadar karein
Jab apne jazbaaton ke liye waqt nahi...
Dil mai bahut baatein hai btaane ke liye
Lekin unhe btaane ke liye hi waqt nahi..!!!
Each line of your poem poses a question: are we leaving our true happiness and relationships behind in this fast-paced life?
It's a small but powerful wake-up call to pause and pay attention to our lives and our relationships.

Very well written!

Awesome Intelligence
 
Jindagi kitni vyasat ho gayi hai
Ki apne aapke liye hi waqt nahi...
Har khushi hai logon ke daaman mai
Par ak hasee ke liye waqt nahi...
Din Raat daudati dunia mai
Jindagi ke liye waqt nahi...
Maa ki lori ka ahsaas to hai
Par Maa ko Maa kehne ka waqt nahi...
Saare Rishton ko hum maar chuke
Ab unhe dafnaane ka waqt nahi...
Saare naam mobile mai hai
Par dosti ke liye waqt nahi...
Gairon ki kya baat kare
Jab apno ke liye hi waqt nahi...
Aankhon mai hai neend bhri
Par sone ke liye waqt nahi...
Dil hai gammo se bhara hua
Par rone ke liye waqt nahi...
Paiso ki daud mai aese daude
Ki thakkne ke liye waqt nahi...
Praaye ahsaaso ki kya kadar karein
Jab apne jazbaaton ke liye waqt nahi...
Dil mai bahut baatein hai btaane ke liye
Lekin unhe btaane ke liye hi waqt nahi..!!!
Hum waqt ko rok to nahi sakte,
Lekin leheron jaise beet te hue waqt mein
Khud ko taairne ka qaabil zaroor bana sakte hai..
Sab kuch ek sath mein leke chalna hai shakt
Asal mein maat to wo dete hai, jo manzilon ke peeche nehi

Jeetein hai sath leke apna har waqt.
 
Top