Teri tasveer ko ab main nihara nahi karunga, Dil samjhdar hai ab ise samjhaya nahi karunga, Tu agr samne se guzar bhi jaya karegi na, Main tab baal apne sawara nahi karunga, Or teri mohabbat, teri nafrat, teri khawahish sab Manjur hai mujhe,
Ab tumhari bewafai ke baad kabhi nazar me teri aya nahi karunga,
Tum bhi ek nasha thi meri zindagi ki jaan, Ye baat kisi ko ab main bataya nahi karunga, Sab bhul jaunga buri aadatein tere jane ke baad, Ek meykhane ki sharab se picha chudaya nahi
karunga,
Or gayab ho jaunga ahista ahista teri zindagi se main,
Pehli mohabbat pehli mohabbat pukara nahi
karunga chala jaunga"